_ghazal_

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hain sb la'hasil musafatain is dunya-e-fani me...
Pa le us ko jo shamil hai teri dharkano ki rawani me..!

Sb kuch sonp kr apna sile mein koi khawaish nhi kabi..
Muhabbbat to ik anaayat hai zindgani mein.....

Zehan-o-dil me har lamha jhilmilate teri yaad k jugnu..
Mian dhondon tera akas chandni me larazte pani mein..

Teri rafaqton k silsale or woh ashna sa rasta...
Main ne bune hain kayi khawab yon hi be-dehani mein..

Muhabbat mein mehkate teri yaadon k gulab..
Milte hain muje zindgi k aasar teri har nishani mein..

Woh gurya or khawab ab sb sula diye main ne..
Muje sb joth sa lgta hai pariyon ki kahani mein....!
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
walaikum asslam
MASHALLAH annu, bot khoob likha hai...........specially wording bot acchi hai tumhari, aur rhyme b theek hai.........in shorten har angel se perfect poem likhi hai:-bd
bless ya
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Muhabbat mein mehkate teri yaadon k gulab..
Milte hain muje zindgi k aasar teri har nishani mein..

wwoowowo.......Annu kya baat hai...
loot li tumne to mahfil yaraa..
kalam tor diyaa...wah wah wah...
gr8 job...
Allah kare zor e bayan aur zyadaa...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukaria siso..
ma or acha likhne ki koshish kron gi
walaikum asslam
MASHALLAH annu, bot khoob likha hai...........specially wording bot acchi hai tumhari, aur rhyme b theek hai.........in shorten har angel se perfect poem likhi hai:-bd
bless ya
 
  • Like
Reactions: Nelli

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukaria shukaria janab..
muje ap ka se izhar-e-sataish boht pasnd aaya...
ameen
Muhabbat mein mehkate teri yaadon k gulab..
Milte hain muje zindgi k aasar teri har nishani mein..

wwoowowo.......Annu kya baat hai...
loot li tumne to mahfil yaraa..
kalam tor diyaa...wah wah wah...
gr8 job...
Allah kare zor e bayan aur zyadaa...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ghazal ka har shair ka mufoom alag hota hai..
nazm hoti to nam deti..
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ghazal ka matlb 'hirn ki ankhon wali" hota hai wese is ka 1 matlb uraton se baten krna b hai(jo purane zamane me islamat hota tha) ghazal 4 ya is se zyda shairon ki hoti hai..us k pehle shairon ko hum-qafiya hona chaheye,jadeed udru me ghazal ka har shair ka mafoom alag hota hai..
nazm k lye is tarha ki koi pabandi nhi hoti
 
  • Like
Reactions: Nelli

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
ghazal ka matlb 'hirn ki ankhon wali" hota hai wese is ka 1 matlb uraton se baten krna b hai(jo purane zamane me islamat hota tha) ghazal 4 ya is se zyda shairon ki hoti hai..us k pehle shairon ko hum-qafiya hona chaheye,jadeed udru me ghazal ka har shair ka mafoom alag hota hai..
nazm k lye is tarha ki koi pabandi nhi hoti
sab dimaag ke opar se nikal gaya..:(
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top