★....Not Going to Work....★

  • Work-from-home

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Suppose a person owns a shop to earn his livelihood. He goes to the shop everyday to maintain sales and customers. Now, what will happen if he doesn't go to the shop and open it for one day?

He will suffer some loss. What if he doesn't go for two, three, four or five days? He will suffer a big loss. Eventually he will become a failure if he continues not to go.


As Muslims, we are to live in this world as presenters of Islam. Our job is to practice Islam fully and show the whole humanity what Islam is.


But, many of us have not been fulfilling our duties for 20 years! Some for 60 years! What is the loss for not doing our job for so many years?


The whole world is affected. Most Non Muslims are dieing as Non Muslims and Muslims are dieing without iman and repentance. Don't be happy by seeing one or two people becoming Muslims.


In the countries of Africa, South America, Central America, etc, millions of Muslims have been Suffering and Leaving Islam for some money and food.


If us Muslims did our assigned job, then no one would remain hungry in this world. If we paid our due zakah, then no one would buy the hell fire with few dollars from the missionaries.
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Masha'ALLAH bohot achi tehreer hai Sana aapki..:-bd
ALLAH TAALA humsab ko Deen ki sahi samaj ataa kare Ameen..
aur hame acha Practising Muslim banaye Ameen:)

Jazakallah Khair:)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
MashAllah a very Beautiful Reminder, may Allah give us the strength and ability to fulfill our responsebilities being as muslim Ummah Ameen
JazakAllah for this useful post.
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
hmmm..........................bat mein dam tu hai ...:-bd
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ALLAH tala hum sabko ye batain samjhne aur apni responsibilites bakhushi poori karne ki taufeeq ata farmayain AAMEEN!
actually ye choti choti wo cheezain hain jinhe hum bachpan se le k hamesha se hi ignore karte aate hain q k hmari nazar may shayed ehmiyat kam hoti hay inki,,, aur phir poori zindagi hi hum ussi ignorance may guzar daite hain,,,,,Dunya may aisa koi masla hota hay hum har kisi ko blame karte hain,,media ko ,government ko,,non believers ko, politicians ko ,foriegn countries ko ,,,magar individually hum nhi sochte k kahi na kahi hum sab bhi shareek hain is kisam k haadsat may,,,
hum log hamesha hi apni har tara ki zumedari se bhaagte hain chote level pe hi daikh lain students ,teachers, Parents ,children , husband n wife ,,,we being human,,, har angle se daikhain to bohat kam log hain ab jo bakhushi zumedari ko poori karte hain ziada tar log usse majburi samjh rhe hain,,,har cheez har silsile ka aaghaz ghar se hi hota hay ghar se in choti choti cheezon ko highli8 kar k sikhaya jaaye ZAkat daina farz hay sirf ye btane ki bjaye ye bhi sikhaya jaaye k q farz hay ALLAH ki kia himat hay is hukam may(aur isse poora karne k kia fawayd aur na poore karne ki kitni tabahi hay) ,,,agar hamain ALLAH ne responsibility di hay to hum kitne lucky hay jo ALLAH ne hamain is laiq samjha,,,,Warna ALLAH chahta to mamla opposite bhi ho sakta tha,,,is tara ehsas dilaya jaaye to yaqeenan in cheezon ko samjhan in pe amal karna inhe phailana aasan hay aur baqi k barre barre masayl bhi mil k samajh k aasani se hal kiye ja sakte hain!
ALLAH tala hum sab ki madad farmayain hamain apni zumedari samajhne aur bakhushi poori karne ki taufeeq ata framayain aur hamain apne shukarguzaar,muttaqi aur darne waale bandon may shamil farmayain AAMEEN!
JAZAKALLAH khair for gr8 sharing:)
 

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Very nice msg
Humain apni deeni aur duniyavi dono responsibilities poori karni chahiye
Musalmano ki ajj jo halat hai is bare main Mera thora point of view alag hai lekin khair
thanks for the post:)
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
ALLAH tala hum sabko ye batain samjhne aur apni responsibilites bakhushi poori karne ki taufeeq ata farmayain AAMEEN!
actually ye choti choti wo cheezain hain jinhe hum bachpan se le k hamesha se hi ignore karte aate hain q k hmari nazar may shayed ehmiyat kam hoti hay inki,,, aur phir poori zindagi hi hum ussi ignorance may guzar daite hain,,,,,Dunya may aisa koi masla hota hay hum har kisi ko blame karte hain,,media ko ,government ko,,non believers ko, politicians ko ,foriegn countries ko ,,,magar individually hum nhi sochte k kahi na kahi hum sab bhi shareek hain is kisam k haadsat may,,,
hum log hamesha hi apni har tara ki zumedari se bhaagte hain chote level pe hi daikh lain students ,teachers, Parents ,children , husband n wife ,,,we being human,,, har angel se daikhain to bohat kam log hain ab jo bakhushi zumedari ko poori karte hain ziada tar log usse majburi samjh rhe hain,,,har cheez har silsile ka aaghaz ghar se hi hota hay ghar se in choti choti cheezon ko highli8 kar k sikhaya jaaye ZAkat daina farz hay sirf ye btane ki bjaye ye bhi sikhaya jaaye k q farz hay ALLAH ki kia himat hay is hukam may(aur isse poora karne k kia fawayd aur na poore karne ki kitni tabahi hay) ,,,agar hamain ALLAH ne responsibility di hay to hum kitne lucky hay jo ALLAH ne hamain is laiq samjha,,,,Warna ALLAH chahta to mamla opposite bhi ho sakta tha,,,is tara ehsas dilaya jaaye to yaqeenan in cheezon ko samjhan in pe amal karna inhe phailana aasan hay aur baqi k barre barre masayl bhi mil k samajh k aasani se hal kiye ja sakte hain!
ALLAH tala hum sab ki madad farmayain hamain apni zumedari samajhne aur bakhushi poori karne ki taufeeq ata framayain aur hamain apne shukarguzaar,muttaqi aur darne waale bandon may shamil farmayain AAMEEN!
JAZAKALLAH khair for gr8 sharing:)
baja farmaya app ne
JazakALLAH khair masi:)
Allah humey responsibilites ko samajhne aur apne amal ko ache banane k tawfeeq ata farmayen...AMEEN
 
  • Like
Reactions: hoorain

ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX
MashAllah beautiful thoughts.. JazakAllah 4 sharing with Us : )...
 
Top