╔══════════✿♥ ♥ •collection For Me•♥ ♥ ✿═════════╗

  • Work-from-home

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
batao kia mila tumko bhala ham se khafa ho kr
Suna hay tum bi pareshan ho ham se juda ho kr

Qasoor aakhir tumhara tha ya humara Khuda jane
Kabhi ye bat sochenge phir se ek jaga ho kr

abhi tak yad hy ham ko tumhara wo hasen wada
na tum G paoge dunya me hum se khafa ho kr...
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Sambhala Hai Hosh Jab Se Muqaddar “Sakht Tar ” Nikla
Para Hai Vaasta Jis Se Wohi “Teer-o-Tabar” Nikla

Sabaq Deta Raha Umr Bhar Jo Roshan Khayali Ka
Usay Bhi Jab Paas Se Dekha Tou “Tang Nazar” Nikla
...
Samajh Kar Zindagi Jis Se Mohabbat Kar Rahay Thay Hum
Usay Jab Chhuu Kar Dekha Tou Faqat “Khaaki Bashar” Nikla

Mohabbat Ka Khumaar Utraa Tou Saabit Howa “Mohsin”
Jisay Hum Umr Samajh Rhay Thay Faqat “Be Maqsad” Safar Nikla
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
HMMMMMMMMMMMMM..........[DOUBLEPOST=1362412438][/DOUBLEPOST]
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jaate,
Bahot tanha hoon main aaj kaash tum aa jaate,
Kabhi khud ko itna kamzoor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaya hoon main, kaash tum aa jaate,
Tumhi se milta hai hosla har pal mujhe,
Chahiye aaj bahoan ka sahara, kaash tum aa jaate,
Barson se jee raha hoon bin tumhare,
Aaj nahi guzar raha ek pal bhi kaash tum aa jaate,
Waqt ki raftaar bhi jaise tham si gayi hai,
Tham na jaaye kahi meri saans kaash tum aa jaate ...
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Ojhal Sahi Nigah Sy Dooba Nahi Hon Main,
Ay Rat Hoshiyaar.! K Hara Nahi Hon Main.,

Darpesh Subh_o_Sham Yahi Kash'Makash Hai Ab...
Uss Ka Banon Main Kesy K Apna Nahi Hon Main..,

Mujh Ko Farishta Honay Ka Daawa Nahi Mgr,,
Jitna Buraa Samjhtay Ho Utna Nahi Hon Main...,

Iss Tarha Mounh Pher K Baateen Na Kejiye,,
Lehjay Ka Rukh Samjhta Hon.., Bacha Nahi Hon Main...

Mumkin Nahi Hai Mujh Say Ye
Tarz_E_Munaafqat,,
Dunia Tery Mizaaj Ka Banda Nahi Hon Main..!!!
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
>>>>yahi WAFA ka sila hai to koi baat nahi
ye dard tum ne diya hai to koi baat nahi
itna bohat hai k tum dekhtye ho sahil sy
hum doob rahe haen to koi baat nahi
kis ki himt jo mjh ko kahye bewafa
agar ye tum ne kaha hai to koi baat nahi
ye maere bus maen kahan k tujh ko bhool sakoon
tum muj ko bhool jao to koi baat nahi >>>>
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
"Aao Kisi Shab Mujhe Toot K Bikhrta Dekho",

"Meri Ragon Mein Zehar Judai Ka Uterta Dekho.

Kis Kis Ada Se Tujhe Maanga Hai RAB Se,
...
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mein Sisakta DekHo.

Teri Talaash Mein Hum Ne Khud Ko Kho Dia Hai,

Mat Aao Saamne Mgar Kahin Chup K Mujhe Tarapta Dekho.

Barey Shoq Se Mer Jaein Gey Hum Agar,

Tum Saamne Baith Kr Saans Ka Tasalsul Toot'ta Dekho.
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Dayar-E-Ghair Mein Kaise Tujhe Sada Dete
Tu Mil Bhi Jata To Tujhe Ganwa Dete

Tumhin Ne Ham Ko Sunaya Na Apna Dukh Warna
Dua Wo Karte K Ham Asman Hila Dete

Hamein Ye Zom Raha Ab K Wo Pukarenge
Unhen Ye Zid Thi K Har Bar Ham Sada Dete

Wo Tera Gham Tha K Tasir Mere Lahje Ki
K Jis Ko Hal Sunate Use Rula Dete

Tumhen Bhulna Hi Awwal To Dastaras Mein Nahin
Jo Ikhtiyar Bhi Hota To Kya Bhula Dete

Hum Apne Bachon Se Kese Kahen K Ye Gurdiya
Hamare Bas Main Jo Hoti Tu Hum Dila Dete

Tumhari Yad Ne Koi Jawab Hi Na Diya
Mere Khayal K Ansu Rahe Sada Dete

Samton Ko Main Ta-Umar Kosta ajnabee
Wo Kuch Na Kahte Magar Honth To Hila Dete
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Aaj ki raat niklo na taro zara Aaj ki raat tanha guzaaro zara

Jaan balb hon abhi saans nikli naheen Rah gaya jo ek teer maroon zara

Meri Kismat ko tareek tar chor do Apni aankhoon ka kajal sanwaro zara

Sakht mushkil main hoon or bay haal hoon Apnay dukh ko zahan sa utaaro zara

Main na khoya hai khud ko isi dhool main Tum batana usay rahguzaaro zara

Tanz-e-ilzaam baatain bhari zahar say Saaray hanjar badan main utaaro zara

Phir sa barh jayain gay pyaar kay raabtay Is anaa ki larae main haaro zara........
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Yaadon Ka Ek Jhonka Aya Humse Milne Barson Baad,
Pehle Itna Roye Nahi The Jitna Roye Barson Baad,

Lamha Lamha Ghar Ujda Hai Mushkil Se Ehsaas Hua,
Pathar Aaye Barso Pehle Sheeshe Toote Barso Baad,

Aaj Hamari Khaak Pe Duniay Rone Dhone Baithi Hai,
Phol Hue Kitne Sastejaane Kitne Barso Baad,

Bhool Bhi Jao Kisne Toda Kiase Toda Aur Kyon Toda,
Dhond Rahe Ho Galiyon Mein Kya Dilke Tukde Barson Baad,

Dastak Ki Ummid Laga Kar Kab Tak Yun Hi Jeete Hum,
Kal Ka Waada Karne Wale Milne Aaye Barson Baad...
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Jo khayal thay na qayas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.
Jo mohabbaton ki asaas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Jinhain manta hi nahien ye dil, wohi loag merey hain hamsafar;
Mujhey har terha sey jo raas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.
...
Mujhey lamha bhar ki rifaqaton ke saraab bohat satayein gey;
Meri umr bher ki jo pyaas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Ye jaal sarey hain aarzi, ye gulaab sarey hain kaghzi;
Gul-e-arzo ki jo baas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Jinhain ker saka na kubool main, wohi shareek-e-rah safer huey;
Jo meri talab meri aas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Meri dharkanon ke kareeb thay, meri chah thay mera khuaab thay;
Wo jo roz-o-shab meray pass thay, wohi loag mujh sey bichar gaye
[DOUBLEPOST=1364409887][/DOUBLEPOST]
Jo khayal thay na qayas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.
Jo mohabbaton ki asaas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Jinhain manta hi nahien ye dil, wohi loag merey hain hamsafar;
Mujhey har terha sey jo raas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.
...
Mujhey lamha bhar ki rifaqaton ke saraab bohat satayein gey;
Meri umr bher ki jo pyaas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Ye jaal sarey hain aarzi, ye gulaab sarey hain kaghzi;
Gul-e-arzo ki jo baas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Jinhain ker saka na kubool main, wohi shareek-e-rah safer huey;
Jo meri talab meri aas thay, wohi loag mujh sey bichar gaye.

Meri dharkanon ke kareeb thay, meri chah thay mera khuaab thay;
Wo jo roz-o-shab meray pass thay, wohi loag mujh sey bichar gaye
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Ajab halaat thy meray, Ajab din raat thy meray. .
Magar mein mutma’inn tha is liye, tum sath thy meray. .

Meray zar k talab’gaaro’n ki nazrain aisay uthti thee’n. .
K laakho’n ungliyan thee’n aur hazaro’n hath thy meray. .

Mein ik pathar ka gard aalood but tha in mandiro’n mein. .
Na dil tha mery seenay mein, Na kuch jazbaat thy meray. .

Kisi se aur kia ta’eed ki umeed mein rakhta?
Wohi khamosh thy jo mehram-e-halaat thy meray. .

Mein jin sho’lon mein jalta tha usey tum bhi nahi samjhay. .
Mera dil mukhtalif tha, Mukhtalif sadmaat thy meray. .

Mujhy mujrim bana kar rakh diya jhootay gawaho’n ne. .
Sabhi radd ho gaye jitney bhi ilzamaat thy meray. .

Tasawwur ban gaya tasweer, aakhir aik din ‘ajnabee’
Isi ka khauf tha mujh ko, yehi khadshaat thy meray.
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥

Likhi Hai Ye Ghazal Sirf Tere Liye.
Dewaney Bane Bhi To Sirf Tere Liya.

...... Kisi Ko Nahi Dekheingi Ab Ye Ankhein.
Nazrein Tarseingi Bhi To Sirf Tere Liya.

Her Pyar Se Pyare Lagte Ho Tum Mujhay.
Maine Pyar Seekha Bhi To Sirf Tere Liya...!

`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
zindagi hai ik saraab, kya karooN
jaisay dewanay ka kwaab, kya karooN
jis ki madhoshi faqat ho aarzi
main bhla aisi shraab, kya karooN
teray hissay kay sabhi kaNTay aziz
apnay hissay ka gulab, kya karooN
jhooT kay jungle main sachchayee ka beej
dekhta hooN kaisay khwaab, kya karooN
harf tou khurchay sabh taqdeer nay
maiN bhla khali kitaab, kya karooN
main kahaN say laooN paththar DhhoNDh ker
eiNT ka dooN kya jawab, kya karooN
waqt ki raasaiN nahiN haiN haath maiN
umr hai pa ba rakab, kya karooN
bech sakta hooN nahi apna zameer
kis trah hooN kamyaab, kya karooN
aap ki nazre karam kay wastay
boliay, aali janaab, kya karooN
dil agarchah hogya abaad ab
eik main khaana khraab, kya karooN
khud ko paalooN ya usay kho dooN SABA
kaun sa jhailooN azab, kya karooN
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Mujh ko ye bhi nhi malum kahan rehta he.
Jo k chalti hoi sanson min rawan rehta he.

Yon to har trah se wiran he dil ki basti.
Bin batae hi magar koi yhan rehta he.
...
Ab kisi raat min jalta nhi koi chiragh.
Sham se bas us ki yadon ka dhunwan rehta he.

Koi do din ka jo ho jata he mehman dil min.
Wo chala jae to phir us ka nishan rehta he.

Aks us ka nazar ata he har ik chiz min **ajnabee**
Raat din bas us ka hi guman rehta he.
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Urr jaingy, Tasveer k rang'on ki tarha hain
Hum wakt ki tehni pe parindo'n ki tarha hain

Tum sahil pe mehekty huay phoolo'n ki tarha ho
Hum rait pe likhay huay harf'on ki tarha hain

Tum aaj bhi aainda zamano'n ki jhalak ho
Hum aaj b guzray huay lamho'n ki tarha hain

Tanhai k yakh lamho'n mein aaingy tere kaam
Ash'aar mery oon ki shaal'on ki tarha hain

Ik umer tarasty hain kisi aik khushi ko
Hum log bhi banjar si zameen'on ki tarha hain

Duniya k liye kuch bhi sahi teray liye hum
Ae dost! Sada maa'n ki duao'n ki tarha hain

Tareekh ki nazro'n mein hum aik umer se 'Mohsin'
School se bhagay huay bacho'n ki tarha hain. . !
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Zindagi K Hr Mor Pe Kuch Is Tarah Azmaya Gaya Muje,
Zindgi De K Phr Zindagi K Lye Tarsaya Gaya Muje,
Phle Inayat Kiya Ghamon Ka Saaya Muje,
Phr Khushi K ak ak Lamhe Ko Tarsaya Gaya Muje,
Logon K Liye Rakhte The Wo Pyar Ka Samandar,
Mgr ak ak Boond Ko Tarsaya Gaya Muje!
Kese Na Karte Is Mohbt Se ulfath,
Chiragh Ki Tarah Har Dehleez Pe Jalaya Gaya Muje,
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Aj Kch Waqt K Liye Pas Meray Kash Tum A Jao
Bht Tanha Hon Main Aj Kash Tum A Jao

Kabi Khud Ko Itna kamzor Na Honay Dia Mainay
Par AJ Bikhar Gya Hon Main Kash Tum A Jao

Kaafi Din Say Ji Raha Hon Bin Teray
Aj NAi Guzar Rha Ek Pal Kash Tum A Jao

Waqt Ki Raftar B Jaisay Tham Si Gai Ha
Tham Na Jain Meri Saans Kash Tum A Jao
·
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Uss Aankho Me Mohobbat Ka Sitara Hoga ,
Ek Din Aayega Jab Wo Shaks Hamara Hoga ..

Yeh Achanak Jo Ujala Sa Ho Jaata Hai ,
Dil Ne Tera Naam Chupke Se Pukara Hoga ..

Ishq Karna Hai Toh Din-Raat Usse Sochna Hai ,
Aur Kuch Zehen Me Aaya Toh Bhulana Hoga ..

Jis Ke Hone Se Meri Saans Chala Karti Thi ,
Kis Tarah Uske Bagair Apna Guzara Hoga ..

Kaam Mushkil Hai Par " Jeet " Hi Lunga Usko ,
Mere Malik , Jis Din Tera Ishara Hoga ..
 
Top