ہم چھوڑ چلے ہیں محفل کو

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hota hai hota hai /:)
haan jee jo hota hai woh hota hai..............
ab aap aisa kijiay k humaray aur @Hoorain siso k javabat baari baari dijiay.... pehle kisay javab dena hai.. apki marzi... itni darya dilli ka muzahira to hum kar hi saktay hain na
 

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
humari suno... humari suno... phir aap ki sunein gay hum

yeh ghar (TM) Mera gulshan hai Gulshan ka Khuda Hafiz KHuda Hafiz :((
Bus aik mafi hamari tauba, kabhi jo hum ab satain tum ko
Lo hath joray, Lo kaan pakray, Ab aur kaisy manain tum ko

Tumhary aatey hi is nagar se, humain raqaabat si ho gai hai
Mein ye sharakat bhi kaisy seh loun, K choo rahi hain hawain tum ko

Tum aaina ho aur sang-baari yahan k logo'n ka mashghala hai
Har aik pathar se dhaal ban kar, Bhala kahan tak bachain tum ko?

To kia tum ab tak hamari nazro'n k sab taqazo'n se bekhabar ho?
Humain muhabbat hai tum se 'Mohsin' Ab aur kaisy bataion tum ko

Batain tum ko bichartay wak labo'n ki larzish ka ki sabab tha
Suna tha wakt-e-qabooliyat hai, So de rahy thy duain tum ko. . !
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Bus aik mafi hamari tauba, kabhi jo hum ab satain tum ko
Lo hath joray, Lo kaan pakray, Ab aur kaisy manain tum ko

Tumhary aatey hi is nagar se, humain raqaabat si ho gai hai
Mein ye sharakat bhi kaisy seh loun, K choo rahi hain hawain tum ko

Tum aaina ho aur sang-baari yahan k logo'n ka mashghala hai
Har aik pathar se dhaal ban kar, Bhala kahan tak bachain tum ko?

To kia tum ab tak hamari nazro'n k sab taqazo'n se bekhabar ho?
Humain muhabbat hai tum se 'Mohsin' Ab aur kaisy bataion tum ko

Batain tum ko bichartay wak labo'n ki larzish ka ki sabab tha
Suna tha wakt-e-qabooliyat hai, So de rahy thy duain tum ko. . !
sab k angoothay lagwaaiay jinhon ne hum ko sataya hai aur hum ne unki baateN dil par le li hain.
@saviou @Hoorain @Ally @Sabah
@Shiraz-Khan Baal Baal Bach Gay Warna un se bhi kehtay

humara irada to kuch bhi na tha tumhari ada khud khata ho gayi :((
 

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi
Top