Google pe search kar k dekhiay..... old movie hai.naseeb kahaa'n
Google pe search kar k dekhiay..... old movie hai.naseeb kahaa'n
Goya keh aap raat ko sotay mein bhi rotay hein?...میرے خواب
کتنے نازک
کتنے کچّھے
کانچ سے بھی نازک ہوں جیسے
کیوں کہ جب بھی
آنکھ کھلتی ہے
سارے خواب بکھر جاتے ہیں
بس چند قطرے
اشکوں کے
آنکھ میں اکثر رہ جاتے ہیں
******
عبدالمطلب مقیّد
View attachment 110384
bas ji din bhar ki mati dhool ko saaf bhi to karna hota hai na
Goya keh aap raat ko sotay mein bhi rotay hein?...
baaz aa jaaiay bhai............... naa subah saweray hi dukhi kijiay humeinbas ji din bhar ki mati dhool ko saaf bhi to karna hota hai na
kiya aap ko waqyi lagta hai k yeh sotay hoN gay?
Goya keh aap raat ko sotay mein bhi rotay hein?...
dekhain matti dhook ko saaf karne keliye agar bahar se pani maaro to kuch kuch kachra andar reh jata hai is liye andar se ubalta hua paani sab kachra bahar phaink deta hai jis se andar ka ghubaar nikal jata hai aur insaan halka phulka mehsoos karta haibaaz aa jaaiay bhai............... naa subah saweray hi dukhi kijiay humein
rehnay do bhai................................... iss se acha hai k 2-4 piyaaz kaat lo... sara kachra aapay saaf ho jana haidekhain matti dhook ko saaf karne keliye agar bahar se pani maaro to kuch kuch kachra andar reh jata hai is liye andar se ubalta hua paani sab kachra bahar phaink deta hai jis se andar ka ghubaar nikal jata hai aur insaan halka phulka mehsoos karta hai
kyun mere ankho'n ke papooty saakit ho gaye hain kia????kiya aap ko waqyi lagta hai k yeh sotay hoN gay?
sis thorhy se faraq ke saath baat to aap ne bhi wahi kirehnay do bhai................................... iss se acha hai k 2-4 piyaaz kaat lo... sara kachra aapay saaf ho jana hai
piyaaz ka fayida yeh hai na k chehray k tasuraat dukhi nahi dikhtay aur na dekhne waaloN ko afsurda kartay hainsis thorhy se faraq ke saath baat to aap ne bhi wahi ki
paani andar se bahar aya chahe pyaaz zaya karo ya mujh jesa drama kar ke roni shakal bana ke anso zabardasti bahar nikaalo hahahaha
hum ne pehli baar suna k tarbooz ki aankheN hoti hainkyun mere ankho'n ke papooty saakit ho gaye hain kia????
sisoooooooooo parda na uthao parde main rehne do warna koi aftaari ki nazar kar legahum ne pehli baar suna k tarbooz ki aankheN hoti hain
acha hai naa.... amar ho jaao gaysisoooooooooo parda na uthao parde main rehne do warna koi aftaari ki nazar kar lega
pher kia faida aik to itne mehengy pyaaz zaya aur chehra dukhi bhi na lageypiyaaz ka fayida yeh hai na k chehray k tasuraat dukhi nahi dikhtay aur na dekhne waaloN ko afsurda kartay hain
amar amber saraswati yaad agaiacha hai naa.... amar ho jaao gay
piyaaz free mein to nahi miltay naa...................pher kia faida aik to itne mehengy pyaaz zaya aur chehra dukhi bhi na lagey
pakistani qoam hamesha agar free main kuch milta hai to us ki qadar nahi karte
yooN unki yaadoN ko seene se lagaey rakho gay to BAILAN wali nahi milay gi bhai................amar amber saraswati yaad agai
hahaha....... Bailan wali ka masla nahi kyun keh hum to dhond hi nahi raheyooN unki yaadoN ko seene se lagaey rakho gay to BAILAN wali nahi milay gi bhai................
magr free emotion waly anso to bina peso'n ke hote hainpiyaaz free mein to nahi miltay naa...................
phir masla hai kiyahahaha....... Bailan wali ka masla nahi kyun keh hum to dhond hi nahi rahe