ماں تیری عظمت کو سلام

  • Work-from-home

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
hmmmm nice story

per aik baat samajh nahi aae keh apni maa se itni mohabbat kerney waley bhai apne maa jaye yani apne bhai se itni si mohabbat bhi nahi kerta ke saath mil ke reh ley .... kya yeah dono bhai aik ghar mai nai reh saktey ... maa ka dil to yeah he chahta hai naa us ki aulaad us ke saamney rahe... aur yeah he baat maa ne adaalat mai kahi to kyon apni annaa ki jung bana lea aur maa ka batwaara shoooro ker dea inhoo ne... kya yeah almiaa nahi.... :s

I'm really sorry to say that keh yeah asal mai maa ki khidmat ke lea nahi balkeh apni anaa ki jung ler rahe hain jisee harrney pe inney aansoo baheee nahi to maa ki khidmat kerni hoti to apni maa ki khushi ke lea dono betey saath mai rehtey.... aur maa ki sehat bhi yeah he bata rahi hai keh bara betta apni maa ki sahi deekh bhaal nahi ker paa raha thaa .... :(

kya kahani ka yeah pehlooo ignore nahi ker dea gaya.... akhir kyon ???
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
sweet doll sweet_c_kuri Diva Qalandar Nelli[DOUBLEPOST=1341477709][/DOUBLEPOST]

bhai yahan ana ki bat ny hy arab ka mala hind o pak ki tarah ny k sab ek ghar me rahe dono alag shahar me rehte hy duno ka alag karobar duno alag shohar se the aur ek shohar se b hute to ek ghar me parde ka ahtemam mushkil hy topic kahi oar chala jaega agr is pr bat krna shuru karu tu

kher sb ki apni such hy
thanks for visiting
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
i agree with shoaib wo mill kr nae reh sakty thy itna pyar nae tha k agr bary bhai k mali halat achy thy tu wo choty bhai ko bi sath ly jata :( nice sharing chear
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
i agree with shoaib wo mill kr nae reh sakty thy itna pyar nae tha k agr bary bhai k mali halat achy thy tu wo choty bhai ko bi sath ly jata :( nice sharing chear
bhaai ki mali halat achi hy ya ny but wo maa ko khila raha hy aur maa ku koi shiakayat b ny hy bas dusra beta b apne sath rakhna chahra

ek sath du bhai ki family rehne se parde ke ehtamam me mushkilat paida husakte hy apne wo hadees nahi suni dewar ku nabi ne maut kaha hy

ilm ki kami hy islie apan lug is hikmat ku ny samaj sakte
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
Subhan Allah

Isay sy Maa ki Azmat k pata chalta hy aur achi terbiyaat ka pata chalta hy

Allah Talah sub ku apny waldain ki khidmat kernay ki toufeeq atta fermaye (Ameen)
sumameen
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
ji han n amiyon ka main problm ye ha k ese baghair time k phn kro to 30 mints yehi pochin gi kya bat ha.... sb thek to ha na.... nai awaz to thek nai lag rai.... hye shonu paru amiji
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
mashaAllah..
waldeen ki apni ulad k liye muhabbat humesha hi misali aur be'gharz hoti hai..lekin is qadr muhabbat karne wali ulad boht km hoti hai..
Allah hume apne waldeen ki khidmat ki tufeeq dy.. un ki duaen aur saya humesha humare saron pe qayam rakhe..Ameen
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mashaAllah..
waldeen ki apni ulad k liye muhabbat humesha hi misali aur be'gharz hoti hai..lekin is qadr muhabbat karne wali ulad boht km hoti hai..
Allah hume apne waldeen ki khidmat ki tufeeq dy.. un ki duaen aur saya humesha humare saron pe qayam rakhe..Ameen
thumma ameen[DOUBLEPOST=1341504217][/DOUBLEPOST]
ji han n amiyon ka main problm ye ha k ese baghair time k phn kro to 30 mints yehi pochin gi kya bat ha.... sb thek to ha na.... nai awaz to thek nai lag rai.... hye shonu paru amiji
g islie un ke normal time me phone krna hy
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top