زندگی

  • Work-from-home

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
محبت اور امید سے پیدا ہوتی ہے درد، خوف، آنسو اور خوشی سے نکلتی ہے - دودلوں کی دولت کے ساتھ مالا مال ہوتی ہے - زندگی کے ہونٹ خوشی کی باہوں میں مسکرارتے ہیں - اس کے پاؤں موسیقی کی طرح رقص کرتے ہیں -- خواہش کے ساحلوں میں کشتیاں اس کی ہم سفر ہوتی ہیں -- ماں کے سینے میں سکون بن کر یہ انسانوں کو رات کو جنت میں سلاتی ہے -- سورج کی کرنوں کی طرح سخت راتوں میں ٹھنڈک دیتی ہے -- پھر یہ سایا بن کر انسانوں کو دھوپ سے بچاتی ہے

this is also my own creation...
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam

duniya ka sab bara jhota hy tu
 
  • Like
Reactions: HorrorReturns

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
محبت اور امید سے پیدا ہوتی ہے درد، خوف، آنسو اور خوشی سے نکلتی ہے - دودلوں کی دولت کے ساتھ مالا مال ہوتی ہے - زندگی کے ہونٹ خوشی کی باہوں میں مسکرارتے ہیں - اس کے پاؤں موسیقی کی طرح رقص کرتے ہیں -- خواہش کے ساحلوں میں کشتیاں اس کی ہم سفر ہوتی ہیں -- ماں کے سینے میں سکون بن کر یہ انسانوں کو رات کو جنت میں سلاتی ہے -- سورج کی کرنوں کی طرح سخت راتوں میں ٹھنڈک دیتی ہے -- پھر یہ سایا بن کر انسانوں کو دھوپ سے بچاتی ہے

this is also my own creation...
bahut creative he mashAllah.. aap ke khyalaat ki oonchai ka biyaan he.. aur jazbaat ko alfaaz me dhalney ka hunar.. khuda ki dain he.. aur apa mashALlah khush naseeb waqa hua hen .. so mubarak baad qabool farmaiye

.. thou meri urdu zyada achi to nahi magar.. phir b.. agar kuch points xplain kar saken to mere jaisey kodh maghaz ko samajney me aasani ho gi..

Title miss kar diya aap ne shayad (internal).. kyunke kuch clear nai hua mere naqas zehen me ke Actually baat kis ke bare me ho rahi he.. kyunke jab DO dilon ki baat aati he to wahan Zindagi ka biyaan kuch.. tishnagi chorr jata he ..
aur Sahelon me Kashtiyan aur Hamsafar.. Tashbeeh kuch .. samaj me nahi aai.. Sahil to Jamed hoty hen.. aur Sahelon pe mojood kashtiyan bhi.. aur Hamsafar to hua nahi jaa sakta aisee soorat me..
aur Sorraj ki Kirnon ki Terha Sakht.. aur Raton me Thandak ko aap shayad punctuate karna bhool gye .. aur is jumley ka Muhani yak-sar tabdeel ho gya .. is liye please .. thoda sa educate kijiye ga apney khayalaat ki gehrai pe..
mashkoor rahon ga.. :)
likhtyt rehiye.. mashAllah bahot potential he aap me :)
Allah kare Zor e Qalam .. Aur zyada.. :) Aamin

@HorrorReturns
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
چھوٹی سی زندگی پیار میں گزارنی چاہے ایک دوسرے کو جھوٹا سچا کہنے سے کچھ نہیں ہوتا ... میرا پیغام محبت ہے جہاں تک پونچھے
hhahah
mohabbat main jhoot nahi hota
aur tum ibtida hi jhoot se ker rahy ho
copy paste kerty ho
logo ki batoun main ka k ki ki , aur ha hein houn ki adting ker k us ko apna naam dyty ho
mohabbat main dhoka nahi hota smjha
ager tum logo ko sabaq hi dhoka se dy rahy ho to injaab
khana jangi pe ho ga
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
hhahah
mohabbat main jhoot nahi hota
aur tum ibtida hi jhoot se ker rahy ho
copy paste kerty ho
logo ki batoun main ka k ki ki , aur ha hein houn ki adting ker k us ko apna naam dyty ho
mohabbat main dhoka nahi hota smjha
ager tum logo ko sabaq hi dhoka se dy rahy ho to injaab
khana jangi pe ho ga
janab Rana Sahab agar tabiyat par garan na guzre to kuch kehna chahon ga.. Ijazat he?/ :)
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
bahut creative he mashAllah.. aap ke khyalaat ki oonchai ka biyaan he.. aur jazbaat ko alfaaz me dhalney ka hunar.. khuda ki dain he.. aur apa mashALlah khush naseeb waqa hua hen .. so mubarak baad qabool farmaiye

.. thou meri urdu zyada achi to nahi magar.. phir b.. agar kuch points xplain kar saken to mere jaisey kodh maghaz ko samajney me aasani ho gi..

Title miss kar diya aap ne shayad (internal).. kyunke kuch clear nai hua mere naqas zehen me ke Actually baat kis ke bare me ho rahi he.. kyunke jab DO dilon ki baat aati he to wahan Zindagi ka biyaan kuch.. tishnagi chorr jata he ..
aur Sahelon me Kashtiyan aur Hamsafar.. Tashbeeh kuch .. samaj me nahi aai.. Sahil to Jamed hoty hen.. aur Sahelon pe mojood kashtiyan bhi.. aur Hamsafar to hua nahi jaa sakta aisee soorat me..
aur Sorraj ki Kirnon ki Terha Sakht.. aur Raton me Thandak ko aap shayad punctuate karna bhool gye .. aur is jumley ka Muhani yak-sar tabdeel ho gya .. is liye please .. thoda sa educate kijiye ga apney khayalaat ki gehrai pe..
mashkoor rahon ga.. :)
likhtyt rehiye.. mashAllah bahot potential he aap me :)
Allah kare Zor e Qalam .. Aur zyada.. :) Aamin

@HorrorReturns
زندگی کی بات ہو رہی تھی کہاں کہاں سے نکلتی ہے .. جس میں دو دلوں کی محبت بھی شامل ہے .. جب اپس میں ملتے ہیں تو ایک نئی زندگی پیدا ہوتی ہے .. اور خوائش کے ساحلوں پر کشتیاں وغیرہ استعارہ استعمال کیا ہے ..
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
hhahah
mohabbat main jhoot nahi hota
aur tum ibtida hi jhoot se ker rahy ho
copy paste kerty ho
logo ki batoun main ka k ki ki , aur ha hein houn ki adting ker k us ko apna naam dyty ho
mohabbat main dhoka nahi hota smjha
ager tum logo ko sabaq hi dhoka se dy rahy ho to injaab
khana jangi pe ho ga
رانا جی بات محبت کی نہیں زندگی کی ہو رہی ہے -- آپ نے کچھ پی لیا ہے .. اگر میں جھوٹا ہوں تو مجھے ثابت کر دیں بات ختم ہو جاے گی .. یہ مرے ذہین کی تخلیق ہے آپ کے پاس پوورا انٹرنٹ ہے ... مجھے جھوٹا ثابت کرنے کے لئے اگر نہ کر سکتے تو آپ جھوٹے ہوں گے
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
زندگی کی بات ہو رہی تھی کہاں کہاں سے نکلتی ہے .. جس میں دو دلوں کی محبت بھی شامل ہے .. جب اپس میں ملتے ہیں تو ایک نئی زندگی پیدا ہوتی ہے .. اور خوائش کے ساحلوں پر کشتیاں وغیرہ استعارہ استعمال کیا ہے ..
:areyoukiddingme{(bigboss)}
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
رانا جی بات محبت کی نہیں زندگی کی ہو رہی ہے -- آپ نے کچھ پی لیا ہے .. اگر میں جھوٹا ہوں تو مجھے ثابت کر دیں بات ختم ہو جاے گی .. یہ مرے ذہین کی تخلیق ہے آپ کے پاس پوورا انٹرنٹ ہے ... مجھے جھوٹا ثابت کرنے کے لئے اگر نہ کر سکتے تو آپ جھوٹے ہوں گے
janab mujhe pata hy dilelein waha istmal main kerta ho jaha pe mujhe shak hota hy
jab mujhe yaqeen ho to main dalial nahi dyta
tum ko ruswa kerna mera kaam nahi
Mohabbat kuch nahi hoti
ik bus la-fahm naaam hy
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
keh lein janab
hum kisi ko nahi rokty bus
pakhtoon k siwa
bahut shukriyaa..
asal me aap ki baat to HR se ho rahi thi meri mudakhlat banti nahi thi isi liye apa ki ijazat chahi..

to arz he ke .. kuch bunyadi baton pe meri opinion zara mukhtalif he..
sab s epehly to yeh kehna ke Mohabbat me Jhoot nahi hota..s ara sar ghalat he.. me kisi kitabi hisabi behes me nahi jana chahta magar sirf aap se poochta hon ke apney aas pados me apny aqrabaa me apney chahney walon me ya jin ko aap chahty hen zara nazar daliye aur ek dafa sidq e dil se .. muje na b bataiye magar apney hi dil me yeh sachi niyyat ke sath analys ekijiye ke Kya Waqi me Mohabbat me koi Jhoot nahi hota?? agar aap ka jawab HAAN ho.. to murshar aap ke qadam bosi ke liye hazir hona chahon ga kyunke phir aap is duniya me shayad wo Wahid shaks hon ge aaj ke daur me jo yeh Dawa kar sakta ho ke Meri mohabbat me KOI jhoot nahi ..

soodri baat.. ham jo likhty hen.. jo likhna chahty hen.. yaa even jo sochty hen wo kahin na kahin se inspired hota he.. ham apney aas pados me dekhty hen.. aur inspire hoty hen.. ham kiuch padhty hen to inspire hoty hen.. aur basa auqat us ko apney khyalaat me dhal dety hen to kahin na kahin kisi na kisi se mumaslat zaroor milti he.. kitny Shohraa aur Adbaa hen aisey jin par yeh gumaan hota he ke yeh kisi doosri tehreer se mutasar ho kar likha gya he aur auis ahota b he.. maga ris se aap un tehreeron ki originality ko si base par challenge nahi kar skaty ke falani tehreer me aur is me mumaslat he.. kitny Mashoor o Mahroof shhayar hazraat ke kuch shair aapas me mumaslat rakhty hen.. to un par copy paste ka ilzaam nahi lagana chhye..
aur wese b YAHAN ham sab kisi na kisi ko quote hi akrty hen magar kitni tehreeren aisee hen yahan jin ke sath Reference b diya jata he ke yeh Flaan sahab ki he.. magar us ki bajaey ham khud tareefen smait rahy hoty hen..
umeed he aap ne bura nahi manaya ho ga..
Shukriya :)
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
رانا جی بات محبت کی نہیں زندگی کی ہو رہی ہے -- آپ نے کچھ پی لیا ہے .. اگر میں جھوٹا ہوں تو مجھے ثابت کر دیں بات ختم ہو جاے گی .. یہ مرے ذہین کی تخلیق ہے آپ کے پاس پوورا انٹرنٹ ہے ... مجھے جھوٹا ثابت کرنے کے لئے اگر نہ کر سکتے تو آپ جھوٹے ہوں گے
haan ager mujhe tum logo ki trha nawal parhnein ka shooq hota
main b danishwaroun ki book parta
to tum ko bata dyta
tum nien kya jumla kis book se liya hy
per jano mare pas itna time nahi k main in books ko time do
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
haan ager mujhe tum logo ki trha nawal parhnein ka shooq hota
main b danishwaroun ki book parta
to tum ko bata dyta
tum nien kya jumla kis book se liya hy
per jano mare pas itna time nahi k main in books ko time do
جہالت گھمراہی ہے .. .. یہ وجد کی کفیت ہوتی جب انسان ایسا لکھتا ہے .. اور میں نے اگر کوئی چوری کی ہے تو ثبوت دو ...
میں نے شائد بچپن میں کوئی ناول پڑھا ہو تو یاد نہیں لیکن ابھی ١٠ سال سے عرصہ ہو گیا کسی ناول کو ہاتھ نہیں لگایا
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
bahut shukriyaa..
asal me aap ki baat to HR se ho rahi thi meri mudakhlat banti nahi thi isi liye apa ki ijazat chahi..

to arz he ke .. kuch bunyadi baton pe meri opinion zara mukhtalif he..
sab s epehly to yeh kehna ke Mohabbat me Jhoot nahi hota..s ara sar ghalat he.. me kisi kitabi hisabi behes me nahi jana chahta magar sirf aap se poochta hon ke apney aas pados me apny aqrabaa me apney chahney walon me ya jin ko aap chahty hen zara nazar daliye aur ek dafa sidq e dil se .. muje na b bataiye magar apney hi dil me yeh sachi niyyat ke sath analys ekijiye ke Kya Waqi me Mohabbat me koi Jhoot nahi hota?? agar aap ka jawab HAAN ho.. to murshar aap ke qadam bosi ke liye hazir hona chahon ga kyunke phir aap is duniya me shayad wo Wahid shaks hon ge aaj ke daur me jo yeh Dawa kar sakta ho ke Meri mohabbat me KOI jhoot nahi ..

soodri baat.. ham jo likhty hen.. jo likhna chahty hen.. yaa even jo sochty hen wo kahin na kahin se inspired hota he.. ham apney aas pados me dekhty hen.. aur inspire hoty hen.. ham kiuch padhty hen to inspire hoty hen.. aur basa auqat us ko apney khyalaat me dhal dety hen to kahin na kahin kisi na kisi se mumaslat zaroor milti he.. kitny Shohraa aur Adbaa hen aisey jin par yeh gumaan hota he ke yeh kisi doosri tehreer se mutasar ho kar likha gya he aur auis ahota b he.. maga ris se aap un tehreeron ki originality ko si base par challenge nahi kar skaty ke falani tehreer me aur is me mumaslat he.. kitny Mashoor o Mahroof shhayar hazraat ke kuch shair aapas me mumaslat rakhty hen.. to un par copy paste ka ilzaam nahi lagana chhye..
aur wese b YAHAN ham sab kisi na kisi ko quote hi akrty hen magar kitni tehreeren aisee hen yahan jin ke sath Reference b diya jata he ke yeh Flaan sahab ki he.. magar us ki bajaey ham khud tareefen smait rahy hoty hen..
umeed he aap ne bura nahi manaya ho ga..
Shukriya :)
main bura nahi manta
MAIN AP K jawab doun ga magar bad main abi main zara sharat k moud main ho to kuch sojh nahi rahaa
is liye jab fresh mind ho ga to ap ki puri baat theek se park k reply do gga
wese mujhe ap ki batoun se koi atraz nahi
 
Aug 9, 2014
1,000
49
48
dammam
جہالت گھمراہی ہے .. .. یہ وجد کی کفیت ہوتی جب انسان ایسا لکھتا ہے .. اور میں نے اگر کوئی چوری کی ہے تو ثبوت دو ...
میں نے شائد بچپن میں کوئی ناول پڑھا ہو تو یاد نہیں لیکن ابھی ١٠ سال سے عرصہ ہو گیا کسی ناول کو ہاتھ نہیں لگایا
saboot k liye itna kafi hy
kabi tum shaspare ki batien share krt ho kabi tum kisi ki
to un sab k book kaha se copy paste krty ho
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
main bura nahi manta
MAIN AP K jawab doun ga magar bad main abi main zara sharat k moud main ho to kuch sojh nahi rahaa
is liye jab fresh mind ho ga to ap ki puri baat theek se park k reply do gga
wese mujhe ap ki batoun se koi atraz nahi
lolz.z. ok.. aap ka shukriya..

chalen .. aap ke jawab ka intezar zaroor rahey ga.. tag zaroor kar dijiye gaa.. :)
 
  • Like
Reactions: Rehman-Rana0071
Top