بهترین هنر

  • Work-from-home

fatimanoor

Active Member
Jul 6, 2014
374
340
63
Rawalpindi
Alhamdolillah. K ALLAH nai humaray liyai DUA jaisee cheez b rkhi , jo kisi b time ALLah say mangi ja sakti hy.
Meri guzarish hy un logon say jo namaz k baad dua nhe mangtay or uth jatay hyn. Namaz k baad dua zarour mangyn.
 

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
="fatimanoor, post,2492488, member: 76982"]Alhamdolillah. K ALLAH nai humaray liyai DUA jaisee cheez b rkhi , jo kisi b time ALLah say mangi ja sakti hy.
Meri guzarish hy un logon say jo namaz k baad dua nhe mangtay or uth jatay hyn. Namaz k baad dua zarour mangyn.
Jim haan duaa zroor karen hmary tobah me giry ansoo maufi ka bars hen
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
bayshak..... Jo ALLAH ka aagay rotay hain, unhain phir kisi aur kay aagay ronay ki zaroorat nahin rehtii.... aur jo ALLAH kay aagay jhuktay hain unhain bhi kisi aur kay aagay jhuknay ki zaoorat paish nahin aatiii.... very nice message, thanks for sharing, khush rahyeh :)
 
  • Like
Reactions: Seap

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
="saviou, post: 2492515, member: 25949"]beshak
hame dua k adaab seekhna chahiye
ham aksar dua karte waqt dhyan kahin rakhte hain
balke hame chahiye ke poore yaqeen k sath ro ro kar girh gira kar Allah se dua maangni chahiye
Beshak wo Rab e raheem tobah qabool karny Waly hen
 

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
bayshak..... Jo ALLAH ka aagay rotay hain, unhain phir kisi aur kay aagay ronay ki zaroorat nahin rehtii.... aur jo ALLAH kay aagay jhuktay hain unhain bhi kisi aur kay aagay jhuknay ki zaoorat paish nahin aatiii.... very nice message, thanks for sharing, khush rahyeh :)
:-bd beshak
 
  • Like
Reactions: thefire1
Top