آئمہ اربعہ کی تعلیمات

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Asalam o alikum to all muslims
janab aap ki jo daleel thi os se pehly aap ne mujh pe tanqqed kar di jis ka jaawab mai mien ne yehi kaha tha k pehly wo clear kar lain phir aagy baat karin.
agar os daleel pe baat karna chahty hain to mie abhi aagy baat karny ko tyaar hun.
aor meri wajah se aap ka koun sa thread close howa?????
aap yazeed aor hazrat imam hussain(Rs) waly thread ki baat kar rahy hain to aap @Zee Leo se pouch lain k unhun ne kyun delete kiya???
mien ne un ko nahin kaha tha delete karny k liye.
@Zee Leo brother jahan tak threads ki baat hay to aap khud dekh sakty hain k mie sirf qadyaniat pe baat karna chahta tha lakin mujhy majboor kiya gya jab hamary akabir aor imam abu haneefa(RA) aor fiqa hanfi k khilaf post ki gyi.
aap ke pass ilsm hai aap har topic pe baat kar sakte hain MashaAllah magar sirf rules ka khayal rakhen aur zatiaat pe na jayen . InshaAllah mujhe umeed hai aap ub zatiat pe baat na karenge. darguzar karna bhi Nabi S.A.W ki sunnat hai . koi bhi na qabil-e-qabool post ki aap report kar den.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
janab aap ki jo daleel thi os se pehly aap ne mujh pe tanqqed kar di jis ka jaawab mai mien ne yehi kaha tha k pehly wo clear kar lain phir aagy baat karin.
agar os daleel pe baat karna chahty hain to mie abhi aagy baat karny ko tyaar hun.
aor meri wajah se aap ka koun sa thread close howa?????
aap yazeed aor hazrat imam hussain(Rs) waly thread ki baat kar rahy hain to aap @Zee Leo se pouch lain k unhun ne kyun delete kiya???
mien ne un ko nahin kaha tha delete karny k liye.
@Zee Leo brother jahan tak threads ki baat hay to aap khud dekh sakty hain k mie sirf qadyaniat pe baat karna chahta tha lakin mujhy majboor kiya gya jab hamary akabir aor imam abu haneefa(RA) aor fiqa hanfi k khilaf post ki gyi.

aap ne hi bahes shuru ki aur manmani fatwe laga die aur zayeef riwayat tareeqi hawale jo mustanad b ny tu wahin se baat aage barhi aur mera thread close hua

aur qadianti ki baat to aap karte hy my apka sath bhi deta hun us par lekin dusre thread me kisne apku majboor kia?? aap khud ghus pare aur copy paste shur kar die

bhaai apki wajhe se my ek firqe ki asaliat bahar late ruko gaya
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
aap ne hi bahes shuru ki aur manmani fatwe laga die aur zayeef riwayat tareeqi hawale jo mustanad b ny tu wahin se baat aage barhi aur mera thread close hua

aur qadianti ki baat to aap karte hy my apka sath bhi deta hun us par lekin dusre thread me kisne apku majboor kia?? aap khud ghus pare aur copy paste shur kar die

bhaai apki wajhe se my ek firqe ki asaliat bahar late ruko gaya
Muslim bro plz abhi aap dono khayal karen. jo guzar gaaya usey bhool ke new soch se shuro karen jis se tamam muslims ka aik jaisa faida hoo
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
aap ne hi bahes shuru ki aur manmani fatwe laga die aur zayeef riwayat tareeqi hawale jo mustanad b ny tu wahin se baat aage barhi aur mera thread close hua

aur qadianti ki baat to aap karte hy my apka sath bhi deta hun us par lekin dusre thread me kisne apku majboor kia?? aap khud ghus pare aur copy paste shur kar die

bhaai apki wajhe se my ek firqe ki asaliat bahar late ruko gaya

Asalam o alikum to all muslims
aap ne apna moaqaf pesh kiya tareekh k hawalu se aor mien ne bhi apna moaqaf pesh kiya tha tareekh k hawalu se.... es liye baat brabar ho gyi...
ab wo thread close ho chuka hay to os baat ko rehny dain.

janab jab koi aap k akabir aor aap k maslak pe itraaz kary ga to jawab aap dain ge ya nahin?????
aap k kehny k mutabiq aap ksi maslak se nahin haina or sirf QURAN AOR HADEES ko manty hain to agar yahan koi MUNKAR-E-HADEES aa k bukhari shareef pe itraaz kar de to kiya aap jawab nahin dain ge?????

janab firqy ki asleyat zarur bahir laaye lakin os k sath sath ye bhi khayal rukhye k aagy se jawab bhi aye ga..
mien qadyaniat pe post karta hun aor kabhi ye soch k nahin karta k mien sirf sawal karta jayun ga aor post karta jayun ga balk mujhy pata hay k main jab un pe itraaz karu ga to wo aagy se jawab zarur dain ge aor mujh se sawlat bhi karin ge.
 
bhaai my ne mauqaf nahi waqai karbala me se ek galat fehmi ko door kia aur jo tareeqi hawale diye wo mustanad the usi me sabit bi kia hun

lekin aap ne jo tareeqi hawale diye kia wo mustanad the?
my ne apse wahin talab kiya tha ke aap in hawalon ko sabit karo agr ny kar sake tu phir my karunga
lekin aap udar is baat ko chorke dusri baton par bahes shuru kar die

ab rahi baat ke agar bukhari ka inkar kare to my kya karunga bhai my har us sawal ka jawab dene ki koshish karung jo Quran aur hadees ke khilaf uthe my in ke elawa kisi shaqsiat ke liye nahi larunga aur apse bhi yehi kahunga ke ap Quran aur hadees ke liye apna waqt sarf karo
 
  • Like
Reactions: lovelyalltime

shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
Code:
Muhtarma es post se shayed yehi sabit hota hay k aap k pass itna ilm aor itni salahyeat hay k aap quran aor hadees perh kar tehqqeeq kar sakti hain k koun quran aor hades k haq main hay aor koun khilaf hay??????
 
aor mujhy ye bhi umeed hay k aap apni es tehqqeeq main ksi bhi muhadis, mufasir ki madad nahin leti hun gi??????
 
aor jin akabreen k hawaly main ne diye hain shyed un ki tehqeeq aap k liye qabil-e-qabool nahin k wo ahnaf k haq main aagyi hay????????
hr insan mai aqal hoti hai sochne samajhne ki silahiyat hoti hai, agar koi usay baroekar na lana chahe to kia ja sakta hai???
jb hmare pas tehqeeq ki hui kitaben mojood hain jis pr sb ka ijma hai k sahi bukhari or sahi muslim mai koi zaeef hadees mojood nhi hai, ab in sahi ahadees k khilaf ksi mohaddis ki ya ksi ki b bat takrae gi to wo yaqeenan ghalat hogi,
apne imam sahab ki bat hi man lijye unho ne kaha tha k sahi hadees hi mera mazhab hai,
or ahnaf se hmari koi zati dushmani to nhi hai k un k haq mai ki gai hr bat hme qabool nhi, unki hr wo bat jo quran or hadees k mutabiq hogi wo yaqeenan hmare lye qabil e qabool hai.[DOUBLEPOST=1348810258][/DOUBLEPOST]agar ap ye samajhte hain Quran or hadees ko barae rast nhi samjha ja sakta to to ap k yahan to tarjume wala Qran b nhi parha jata hoga. hai na??? kyon k imam sahab ne or ap k ulama hazrat ne jo likh dia us pr ap k nazdeek amal krna zaiada zaroori hai banisbat quran or hadees k.
muje is ayat k baray mai b btadijye k is k mukhati sirf imam or ulmaa hazrat hain???

اور ہم نے قرآن کو سمجھنے کے لئے آسان کردیا ہے تو کوئی ہے کہ سوچے سمجھے؟
 
Muhtarma tarjuma bhi to ksi aalim ne kiya ho ga???????
aaj kitny tarjumy waly quran hain, har maslak walu ka alag to koun sa tarjuma theek hay????
deobandi ko deobandi ka tarjuma sahi lagy ga,, brelvi ko brelvi ka, ahlehades ko ahlehadees ka, shia ko shia ka aor jamat islami ko modudi ka,..
kiya tarjuma mie ikhtelaf nahin ho sakta?????
ye sawal sirf es liye hain k aap ka ye dawa hay k sirf quran aor hadees aor kuch nain...
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
@AshirFrhan[DOUBLEPOST=1348850302][/DOUBLEPOST]

mohtarma agar apk pas itna ilam hay to quran ka tarjama kud q nae kar layte?sat may tafseer b???kia kiyal hay apka?>
 
shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
Asalam o alikum to all muslims
Muhtarma tarjuma bhi to ksi aalim ne kiya ho ga???????
aaj kitny tarjumy waly quran hain, har maslak walu ka alag to koun sa tarjuma theek hay????
deobandi ko deobandi ka tarjuma sahi lagy ga,, brelvi ko brelvi ka, ahlehades ko ahlehadees ka, shia ko shia ka aor jamat islami ko modudi ka,..
kiya tarjuma mie ikhtelaf nahin ho sakta?????
ye sawal sirf es liye hain k aap ka ye dawa hay k sirf quran aor hadees aor kuch nain...
@AshirFrhan[DOUBLEPOST=1348850302][/DOUBLEPOST]
mohtarma agar apk pas itna ilam hay to quran ka tarjama kud q nae kar layte?sat may tafseer b???kia kiyal hay apka?>
ہم یہ کہتے ہیں کہ جب ہمارے پاس اللہ تعالٰی کے قرآن کے احکامات موجود ہوں اور پھر نبی کریمﷺ نی سنت یا حدیث موجود ہے... اور ہمیں اس میں سے اپنے تمام مسائل مل سکتے ہیں تو پھر ہمیں کسی اور کی طرف رجوع کرنے کی ضرورت نہیں رہتی

ہاں اس صورت میں کہ ہمیں قرآن یا حدیث میں سے کچھ ایسی چیز نہیں ملتی تو ہم دیکھیں گے کہ آثار صحابہ یا پہر ان کے بعد آثار تابعین میں سے ایسے مسائل کے بارے میں ہمیں کیا رہنمائی ملتی ہے

لیکن دوسری صورت اس وقت ممکن ہے جب ہمیں پہلی صورت میں قرآن یا حدیث نبوی سے کسی قسم کا کوئی مسلہ نہیں ملتا.... اگر ملتا ہے تو ہم نے کلمہ نبی کریمﷺ کا پڑھا ہے .... کسی اور کا نہیں ہم قرآن اور حدیث کو ہی حرف آخر سمجھتے ہیں اس صورت میں کہ ان دونوں میں ہمیں مسائل کا حل مل جاتا ہے تو

پھر نبی کریمﷺ نے بھی تو اپنے آخری وقت میں فرما دیا ہوا ہے:

ترکت فیکم أمرین.....

میں تم لوگوں میں دو چیزیں چھوڑے جا رہا ہوں جب تک تم ان کو اپنائے رہو گے گمراہ نہیں ہو گے

اس سے یہ بھی معلوم ہوتا ہے کہ جو لوگ قرآن اور حدیث میں موجود رہنمائی کے باوجود ادھر ادھر تانک جھانک کرتے ہیں وہ یقینا گمراہی کے متلاشی ہیں

اب رہی ترجمہ قرآن یا ترجمہ احادیث کی بات

ترجمہ قرآن لغت کی بنیاد پر ہوتا ہے .... اور لغت ایک ایسی چیز ہے کہ کوئی اس میں بد دیانتی کرتے ہوئے قرآن کا ترجمہ کچھ اور کرے گا تو یہ اللہ تعالٰی کے ساتھ اس کا معاملہ ہے۔

قرآن کے ترجمہ میں دیوبند،، اہل حدیث،، مودودی، اور بعض بریلوی ترجمہ کرنے والوں نے بہت ہی عمدہ اور اچھا ترجمہ کیا ہوا ہے اور ترجمہ قرآن کرنے میں کوئی ہیر پھیر نہیں کیا ہے

اب ایک بات آ جاتی ہے ہاشیہ بندی کی..... اس میں لوگوں نے اپنے عقائد پیش کیے ہیں

ویسے میں جناب احمد رضا خان کے ترجمہ کی بات نہیں کی.... کیونکہ انہوں نے جانے کیوں قرآن کو بھی ترجمہ کرتے ہوئے نہیں بخشا اور اسی طرح ڈاکٹر طاہر القادری صاحب ترجمہ قرآن کرتے وقت بعض جگہوں پر ان کو شاید ڈائریکٹ شیطان نے کہا کہ اس طرح ترجمہ کرو

قرآن کی تفسیر کے کچھ اصول ہیں:

تفسیر قرآن بالقرآن.... پہلا اصول یہ ہے کہ قرآن ہی کی آیات کا ترجمہ وتفسیر قرآن ہی کی کسی دوسری آیت سے کی جائے۔

تفسیر القرآن بالحدیث النبوی:... قرآنی آیات کی تفسیر ان احادیث کی روشنی میں کی جائے جو آپﷺ نے بیان فرمائے ہیں اور اپنے اصحاب کو واعظ ونصیحت کرتے ہوئے مذکورہ آیات کی کوئی تفسیر یا تشریح کی وہی اتھنٹک ہے

تفسیر القرآن بآثار الصحابۃ..... صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین کے بیان کے مطابق

تفسیر القرآن بأقوال الأئمۃ....
ائمہ تفسیر کے اقوال سے مدد لی جائے گی

لیکن اس میں یہ بات قابل غور ہے کہ اگر ہمیں پہلے اور دوسرے نمبر پر تفسیر کے لیے سیر حاصل مواد حاصل ہوتا ہے تو ہم کو اس کے بعد کچھ تلاش کرنے کی قطعی ضرورت نہیں ہے

جب اللہ کے قرآن میں کسی مسئلہ کی وضاحت ہو اور امام اعظم جناب حضرت محمد رسول اللہﷺ کے فرمان میں وضاحت موجود ہو... تو پھر ان دو چیزوں کو چھوڑ کر کسی تیسری کی طرف بھاگنا یقینا گمراہی ہی ہے

ہاں یہ چیز ضرور ہے کہ غیر اہل زبان ہونے کے ناطے عربی زبان کے اصل مغز کو سمجھنے میں کوئی غلطی لگے اور ترجمہ کرنے میں غلطی ہو جائے

لیکن ایک چیز یہ ہے کہ عربی کو اچھی طرح سمجھتے ہوئے.... اصل ترجمہ کی بجائے بد دیانتی کرتے ہوئے کوئی اور ترجمہ کر دیا جائے... یہ انتہائی اعلٰی درجہ کی بد دیانتی شمار ہو گی جو دین اسلام کے ساتھ کی جائے اور مسلمانوں کو دھوکا دینے کے لیے کی جائے

اور بد قسمتی سے جناب مولانا احمد رضا خان بریلوی اس چیز کے مرتکب ہوئے ہیں وہ بھی بار بار
 
Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
@i love sahabah
maira khayal hay k unho ne hargiz kisi ki mukhlafat nhi ki,,,wo sirf imam (R.A) k aqwal bta rhe hain(jo unho ne kaha k agar hmari koi baat quran-o-hadith se takra jaaye to usse mat maano matlab Quran-o-hadith first preference hain) ,,kia aap is baat se agree nhi hain?
agar kisi bhi imam(R.A) ki koi aisi baat saamne aaye jo Quran paak aur ahadith se takrati ho to kia karna chahiye?
قرآن و حدیث کا وہی مطلب لیا جائے گا جو جمہور بزرگان دین نے لیا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اگر صرف قرآن و ھدیث کی بات ہے تو فن جراح تعدیل کہاں جائے گا جس سے حدیث کی صیحت اور اُس کا مقام معلوم کیا جاتا ہے۔
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم
کیا یہاں ایک ہی حوالہ بار بار کاپی پیسٹ کرنے کی اجازت ہے.
سب سے پہلا سوال تو یہ کہ کیا یہ اصول صرف احناف کے لئے ہے یا تمام ائمہ کرام کے لئے...
اور کیا آپ میں اورمجھ میں اور یہاں موجود تمام ممبران میں قرآن اور حدیث کی اتنی صلاحیت اور قابلیت ہے کہ وہ پہچان سکیں اور تحقیق کر سکیں کہ کس امام کی کون سی بات قران اور حدیث کے خلاف ہے....
لولی نے پھر وہی بات کی کہ اوپر جو حوالے دئے ہیں ان کو ہی امیج فارمیٹ میں پوسٹ کر دیا. لولی مجھے معلوم ہے کہ آپ کے پاس کاپی پیسٹ کے لئے بہت مواد موجود ہے لیکن جب ایک حوالہ ایک بار دے یا ہے تو ان کو دوبارہ دینے کی ضرورت کیا ہے.
ان کا جواب میں دے چکا ہوں اس لئے دوبارہ کاپی پیسٹ نہیں کروں گا.
اوپر جن اکابرین کے حوالے میں نے دئے ہیں شاید مسلم، شیز اور لولی ان سے ذیادہ علم رکھتے ہیں.
مسلم صاحب تاویل میں نہیں کر رہا بلکہ میں نے بھی اکابرین کے حوالے پیش کئے جیسا لولی نے کئے تو کیا آپ ان کو نہیں مانتے.
دوسری بات کہ تقلید سے منع کیا گیا ہے تو برائے مہربانی وضاحت فرما دیں کہ جو کسی بھی امام کی تقلید کرتا ہے یعنی امام ابوحنیفہ رحمہ اللہ، امام مالک رحمہ اللہ، امام شافعی رحمہ اللہ اور امام احمد بن حنبل رحمہ اللہ کی تقلید کرتا ہے تو اس پہ کیا فتوی لگے گا
hmmm
Taqleed se to khair waise hi bachna chahiye,,,Quran paak aur prophet muhammad (PBUH) ne jo kaha use pe mukammal tor par emaan laya jaaye is k ilawa jo bhi maana jaaye baghair tehqeeq k nhi maana jaana chahiye!
agar Kisi ka bhi koi Qaul parhte hain to poori tara yaqeen karne se pehle USse Quran-o-hadith ki taleemat k saath mila k daikh liya jaaye k koi ikhtlaaf na ho! aur ye bata sahi hay hum sab poori tara tehqeeq nhi kar sakte hain to kisi aalim-e-deen se discuss kar liya jaaye mukammal tasalli kar li jaaye koi problem lagge to follow na kiya jaaye ,,is may ghalat kia hay?
jab ye baat khud sab imam(R.A) ne bhi farma di to hum sab behas q karte hain?
aap chahte hain baghair tehqeeq k sab batain maani jaayain?[DOUBLEPOST=1349141182][/DOUBLEPOST]
قرآن و حدیث کا وہی مطلب لیا جائے گا جو جمہور بزرگان دین نے لیا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اگر صرف قرآن و ھدیث کی بات ہے تو فن جراح تعدیل کہاں جائے گا جس سے حدیث کی صیحت اور اُس کا مقام معلوم کیا جاتا ہے۔
hmm
matlab imam (R.A) ki hi baat se aap inkar kar rhe hain?
jab wo khud Insan ko TAQLEED se mana kar k gaye hain jo ko bohat achi baat sikhayi unho ne,,TAqleed insaniyat k zawal ki hamesha sab se barri waja rhi hay,,
unho k in aqwal se wo yhi bta rhe hain k taqleed ki bjaaye tehqeeq se kaam lain(even k un ki baaton k liye bhi),,to us may ghalat kia hay?
 
Top