marina ho ya mariyam ek hi to baat hai nanice replies aur paka naam maryam hai ma to marina hi samjhti thi
bht acha laga
ap k bare mai jaan kar
aur mere best friend ka naam b maryam hai
Thnx Adi..mashallah...bht acha laga tumar bare me jan k MARi
n sab se pyara tumara naam hai ,maryam
thnx Mirza...V, nice reply maryam ,,,,, bohit hi piyara name hay meeri cute si beti ka name bhi maryam rakha hay main nay ,,,,
thnx PG..
nice replies aur paka naam maryam hai ma to marina hi samjhti thi
yaar ye chaviliyaan kya hota hai jkis ka ap humesha mujh per ilzam lagate hohmmm.... nice question Storm brother.....
@ Atif chavliyaan naa maar
ayella...inni nani si jaan MARi n ine sare questionsnice replies mari...
kuch questions meri taraf se...
* koi aisa kaam jinhe karke aap ko boht khushi huwee.... ?
* kisi b eid ya koi or tehwar ho aap kya karna pasand karti hai... ?
* kia kabi kabi jhoot bol leti ho aap... ?
* khud ki konsi aadat achi lagti hai or konsi buri.... ?
* jab farigh ho to kia karne ko dil karta hai..... ?
* tm pe aap ka sab se acha thread konsa hai... aap ki nazar main... ?
* tm main kis cheez ki kami mehsoos hoti hai apko... ?
* aap ki zindagee ki koi sunahree yaad jo aap hamarey sath share karna chahe.... ?
* school main apka fav subject konsa tha.... ?
* matric main apke kitney marks they... ?
* agar aap se koi naraaz ho jaye to aap kya karti hai ... mana leti hai ya chor deti hai ke khud hi maan jayega.... ?
* ghar main jab aap ki baat nahi suni jati to aap kia karti hai... ?
* is se pehley kabi interview dya hai .. ya ye pehli baar hai... ?
* maa baap ki khidmat ke baare main aap kya kahengee.. ?
thnx PG...bht acha laga
ap k bare mai jaan kar
aur mere best friend ka naam b maryam hai
thnx Faith...nyc replies mari n its really nyc to know about you =)
once again thnx Adi....
marina ho ya mariyam ek hi to baat hai na
per maryam zada pyara hia ,hai na?
yaar ye chaviliyaan kya hota hai jkis ka ap humesha mujh per ilzam lagate ho
kaam ka pata hai lekin ye chavliyan ka nai patakhud k kaam ka nai pata
thnx Saviou for liking rplies...n most welcome jee bilkul dawat h apko...
masha Allah bohot ache jawab maryam
masha Allah to ham samjhe k hame dawat milgayi biryani aur chiken ki
marina apka interview bagaur padh rahe hain ham jaise sabka padhte hain
to apke bohot ache simple jawab dekh kar acha laga unhime se kuch sawal
apne kaha
iski khaas wajhe aur aap western channels ko aise chordenge indial channels mese Peace tv bhi hai jo k sirf haq aur taheed ki dawat deta hai khaas kar gairmusalmano me jo k kaafi faidemand aur aaj ka best channel hai iska kya karoge aap ?
aur masha Allah apko ye share pasand aaya
""Darwesh ko talab thi meta-e-khaloos ki
Makhlook chup rahi ke ye mushkil swal tha""..
isme shayar kya kehna chahta hai apko ye kyun pasand hai batayenge
apka khwaab kya hai aap apne apko future me kaise dekhna chahte ho
aur apne kaha aap haj tak ap bahayat rehna chahte ho to ham apke liye Allah se dua karenge Allah apko Haj naseeb farmaye Aameen
kaam ka pata hai lekin ye chavliyan ka nai pata
to me baja deta hun ap bhens ban jaomay been nai baja sakta
to me baja deta hun ap bhens ban jao