Wa'alaikum slaam... Lgta tou nahi hai k aap yahan new hain lekin phir bhi Welcome here.I m new from karachi
Ap ko lgta ho Na ho Jo Hy wo bata DiyaWa'alaikum slaam... Lgta tou nahi hai k aap yahan new hain lekin phir bhi Welcome here.
@Spirit mazey ki bat hum ney pehli nazar main isey king-king parrhney ki bjaye king kong parrha tha
aesi batein sab ky samny nai kehty, koi ghusa bhi kr leta hyWa'alaikum slaam... Lgta tou nahi hai k aap yahan new hain lekin phir bhi Welcome here.
@Spirit mazey ki bat hum ney pehli nazar main isey king-king parrhney ki bjaye king kong parrha tha
haan tou ab itni c bat pey sorry krain kiyaaaesi batein sab ky samny nai kehty, koi ghusa bhi kr leta hy
Dekhiye Mr. King king hmain zaroorat nahi hai kisi sey muft main free honey yaa jaan pehchan bnaaney ki... Herat hai, aap apna lehja aur alfaz k chunao pey ghor kijiye.new comers ko aisa lehja apnana kiya zaib deta hai?Main ya soch kar idhr aya k acha fourm hy
Aidhr to log kise ko wrlcom karna bhi nahi janty
Jaan na pehcan free aisy ho rahy hain ajnabi sy free hony ka aitna izhar
Oh main galat aya allahhafiz to all
main ny aesa nai kaha.haan tou ab itni c bat pey sorry krain kiyaa
relax dear. kiu ulajh rahi ho. ignore it...Dekhiye Mr. King king hmain zaroorat nahi hai kisi sey muft main free honey yaa jaan pehchan bnaaney ki... Herat hai, aap apna lehja aur alfaz k chunao pey ghor kijiye.new comers ko aisa lehja apnana kiya zaib deta hai?
Aur rahi bat hmari tou hum ney aap ko kuch aisa nahi kaha tha. Hum ney jo bola spirit ko kaha.
Baqi jin ka haq bnta tha aap ko yahan welcome krna ..yahan k males ka tou un main sey do aap ko welcome kr chukey hain.
Duniya main har bnda hi bezaar betha hai..aur aetraz doosron pey. Hum ma'azrat khawan hain k hum ney aap ka welcome kiya. Aap ko btaney ki zaroorat nahi hai k welcome kesey kiya jata hai.
agr murawwat sey bat ki jaye tou aagey sey murrawat aur ikhlaq main hi reply milta hai... na k is trah ka..
ab is bat sey kiya matlab hai tumhara? hum ulajh rahey hain???relax dear. kiu ulajh rahi ho. ignore it...
leave it. kiu ghussa kr rahi ho.main is lye keh rahi hun k Dr. ny mna kya hy.. tabiyat khrab ho gi bad main.ab is bat sey kiya matlab hai tumhara? hum ulajh rahey hain???
in muhtram ka lehja check kiya hai tum ney? farmaa rahey hain k hum free ho rahey hain in sey... waaaah
hmain jo laga wo ghair danistagi main likh daala, tou qiyaamat aa gayi kiyaaa???
kiya problem hai yar tum logon ka... yeh kro, wo na kro, yeh khao wo na khao. haddd hai...koi aisi bat bhi hai jis sey Dr. ney manaa na kiya ho? jis sey tabiyat khraab na hoti ho>?? haaan??? hadd hoti hai aik bat ki... zindgi wabaal bnaa di hai hmari..jeena mahaal hai yahan pey tou... Khudaa k wastey yeh qaidi bnana chorr do hmainuktaa gaye hain hum in sab sey...lekin tum logon ki zubanon pey sirf aik hi bat... achey bhaley hotey hain tum logon ki is trah ki care sey double ghussa aata hai...leave it. kiu ghussa kr rahi ho.main is lye keh rahi hun k Dr. ny mna kya hy.. tabiyat khrab ho gi bad main.
bolney do jo yh bolty hain.
sab ka sirf yh problem hy ky tum pehly aesi nai thi... tum khud socho, kitni cool hwa krti thi tum medcn ki wjha sy tumhian ghusa ata hy, is lye keh rahi thi mein.. relax raho..kiya problem hai yar tum logon ka... yeh kro, wo na kro, yeh khao wo na khao. haddd hai...koi aisi bat bhi hai jis sey Dr. ney manaa na kiya ho? jis sey tabiyat khraab na hoti ho>?? haaan??? hadd hoti hai aik bat ki... zindgi wabaal bnaa di hai hmari..jeena mahaal hai yahan pey tou... Khudaa k wastey yeh qaidi bnana chorr do hmainuktaa gaye hain hum in sab sey...lekin tum logon ki zubanon pey sirf aik hi bat... achey bhaley hotey hain tum logon ki is trah ki care sey double ghussa aata hai...
main kiu traf daari krun gi? main tou tumhari wjha sy bol rahi hun...whatttttttttt??????? kiya mtlb hai k hum bolney dey in Mr. ko jo yeh boltey hain? tum q itni traf daari kr rahi ho..haaaaaaaaaan...
un k alfaaz nahi dekhey tum ney? jo boltey hain bolney do.... herat hai...
fikr nahi kro, hum relax hain, theek thaak hain aur bht khush hain.. mazeed behas nahi kro hum sey..pehley hi sar dard sey phat raha hai...sab ka sirf yh problem hy ky tum pehly aesi nai thi... tum khud socho, kitni cool hwa krti thi tum medcn ki wjha sy tumhian ghusa ata hy, is lye keh rahi thi mein.. relax raho..
main kiu traf daari krun gi? main tou tumhari wjha sy bol rahi hun...
isi lye to keh rahi thi... par tum kuch smjhny ki koshish kro to na. abhi sy brain pain ki medcn ly lo.fikr nahi kro, hum relax hain, theek thaak hain aur bht khush hain.. mazeed behas nahi kro hum sey..pehley hi sar dard sey phat raha hai...
exam kab hain tumharey?