Dosti koyi mausam nahi.....jo apni mudat poori karay aur rukhsat ho jaaey..........
saawan nahi.. jo toot k barsay aur tham jaaey...........
Dosti aag bhi nahi ...jo sulgay, bhaRkay aur bujh jaaey.....
Dosti aftaab nahi jo chamkay aur Doob jaaey....
Phool nahi jo khilay aur murjhaa jaaey...
Dosti to woh saans hai jo chalay to sab kuch hai...
Dosti to woh roshan sitara hai jo Zindagi k asmaan par chamkay to har raah roshan ho jaaey
yeh special thread piyari siso @Authentic_Sitara k liay hai jin se humari dosti TM k aangan mein huyi.
5 khoobiyaN
1. Bahot Khushmizaaj hain.
2. Helpfull hain
3. Achay Se baat sunti hain.
4. hazir javab hain.
5. Saada si hain.
friendship ki 5 baatein
1. jab rat mein hum tanha online hon to aksar humein company dene aa jati hain.
2. hum se apnay baby k liay dress bnanay ki farmayesh kar k humara maan barha diya.
3. mazay mazay k javab deti hain.
4. kisi b maamlay mein achay se raaey deti hain.
5. TM k liay humari feelings samjhti hain.