haha aik dam sahiyaani k abhi to party shuruu huyi hai
aur jis ne yaqeen nahi karna woh jaa k apni bhains churaaey
haha aik dam sahiyaani k abhi to party shuruu huyi hai
aur jis ne yaqeen nahi karna woh jaa k apni bhains churaaey
to is ka matlab yeh k jo jo yahan nazar nahi aa raha ho ga uska yeh samjha jaye ga k apni bhains charanay gaya hai.haha aik dam sahi
aiseto is ka matlab yeh k jo jo yahan nazar nahi aa raha ho ga uska yeh samjha jaye ga k apni bhains charanay gaya hai.
@Shiraz-Khan apni bhains charatay kaise lageN gay siso
lakin 2 din mein daaRhi sufaid kaise ho gayi siso.....aise
color krna bhul gey thaylakin 2 din mein daaRhi sufaid kaise ho gayi siso.....
abhi to un k khailne koodne k din hain @Shiraz-Khan
ab yeh raaz to woh khud hi aa kar kholein gay.color krna bhul gey thay
ek tou aap rulane py tuli hui hyn ooper sy kehti hyn mt ronaہم چھوڑ چلے ہیں محفل کو یاد آئے کبھی تو مت رونا
@saviou @Shiraz-Khan @Sabah @seemab_khan @Hoorain @STAR24 @Ally @Fanii @AnadiL @Aaylaaaaa @Aks_ @Parisa_ @muttalib
hum nahi aap javab dein.....
iss dil ko tasalli de lena ghabraey kabhi to mat ronaek tou aap rulane py tuli hui hyn ooper sy kehti hyn mt rona
hota hai hota haihum nahi aap javab dein.....
aur kab bolay hum ..... hum to chup chaap khamosh nadiya ki maanind bahay chalay ja rahay hain apni dhun mein....
@Hoorain siso hum nay sahi kaha na ?
haan jee jo hota hai woh hota hai..............hota hai hota hai
phr hmari bhi sun lijiyeiss dil ko tasalli de lena ghabraey kabhi to mat rona
siso... yeh baar baar rone ki takraar ka matlab hi yehi hai k hum chalay... aap roiay
humari suno... humari suno... phir aap ki sunein gay humphr hmari bhi sun lijiye
Akele na jana hmen chor kr tum
Bus aik mafi hamari tauba, kabhi jo hum ab satain tum kohumari suno... humari suno... phir aap ki sunein gay hum
yeh ghar (TM) Mera gulshan hai Gulshan ka Khuda Hafiz KHuda Hafiz
yane sab ke jawab dene parenge bari barihaan jee jo hota hai woh hota hai..............
ab aap aisa kijiay k humaray aur @Hoorain siso k javabat baari baari dijiay.... pehle kisay javab dena hai.. apki marzi... itni darya dilli ka muzahira to hum kar hi saktay hain na
sab k angoothay lagwaaiay jinhon ne hum ko sataya hai aur hum ne unki baateN dil par le li hain.Bus aik mafi hamari tauba, kabhi jo hum ab satain tum ko
Lo hath joray, Lo kaan pakray, Ab aur kaisy manain tum ko
Tumhary aatey hi is nagar se, humain raqaabat si ho gai hai
Mein ye sharakat bhi kaisy seh loun, K choo rahi hain hawain tum ko
Tum aaina ho aur sang-baari yahan k logo'n ka mashghala hai
Har aik pathar se dhaal ban kar, Bhala kahan tak bachain tum ko?
To kia tum ab tak hamari nazro'n k sab taqazo'n se bekhabar ho?
Humain muhabbat hai tum se 'Mohsin' Ab aur kaisy bataion tum ko
Batain tum ko bichartay wak labo'n ki larzish ka ki sabab tha
Suna tha wakt-e-qabooliyat hai, So de rahy thy duain tum ko. . !
dekhen ham office me kaam me busy hain hame hansayen matsab k angoothay lagwaaiay jinhon ne hum ko sataya hai aur hum ne unki baateN dil par le li hain.
@saviou @Hoorain @Ally @Sabah
@Shiraz-Khan Baal Baal Bach Gay Warna un se bhi kehtay
humara irada to kuch bhi na tha tumhari ada khud khata ho gayi
javab bhi aur signature bhi @seemab_khan ne jo abhi abhi itna lamba choRa post kiyayane sab ke jawab dene parenge bari bari
Aik Hi Masla Taa-Umr Mera Hal Na HUa,sab k angoothay lagwaaiay jinhon ne hum ko sataya hai aur hum ne unki baateN dil par le li hain.
@saviou @Hoorain @Ally @Sabah
@Shiraz-Khan Baal Baal Bach Gay Warna un se bhi kehtay
humara irada to kuch bhi na tha tumhari ada khud khata ho gayi