To thread kiu Aik hy Phir bhiya ?lagta hai saara TM koi na koi tareeq wala chand ban gaya hai
sab ki shikayat ka ek hi hal to nahi na members ki shikayat ka alag hal hai aur staff ki shiakayat ka alag aur phir alag mamle alag hal
haan ji
ye to galat baat hai k dost banayen aur kahin aur le jayen
jis jagah ne dost diye uska bhi haq adaa karna chahiye
aap un sab ko wapas kyun nahi lee aatin?