14 August qareb hai.
Pyare watan se muhabbat zahir karny k liye
Green color ka hath wala pankha khared len or us par chand tara khud bana len.
Jhandy ka jhanda or hawa ki hawa.
Lehraty jao or gaaty jao
.
.
.
.
Ma bhi Pakistan hon
Tu bhi pakistan hai.
Bijli ka buhraan hai
Ye hum sab ka pakistan ha.
@AnadiL @Fanii @Fantasy @Aks_ @Bird-Of-Paradise @Arzoo-E-Dil @Zahabia @saviou @S_ChiragH @shehr-e-tanhayi @Ocean-of-love @Stylo_Princess @Brilliant_Boy @Shiraz-Khan @Just_Like_Roze