Aslaam O Alaykum
Eid K Havalay Se Likhi Apni AIk Nazam Aap K Sath Share Karna Chahti HoN
Eid K Havalay Se Likhi Apni AIk Nazam Aap K Sath Share Karna Chahti HoN
suno
ab chaand raatoN mein
na duaa ko haath uthtay hain
na kisi se eid milte hain
hatheli rehti hai hina se khaali
aur na baanhoN mein ab
kangan khanaktay haiN
haan magar
ay jaan e janaaN ab bhi
khoon e dil se hum
kitaab e zindagi mein
bas tera hi naam likhtay hain
aur na baanhoN mein ab
kangan khanaktay haiN
haan magar
ay jaan e janaaN ab bhi
khoon e dil se hum
kitaab e zindagi mein
bas tera hi naam likhtay hain