Kabhi na kabhi toh miloge kahin pe hamako yakin hai - (4)
(Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina, na hum ji sakenge yahaan ek pal) - (2)
Hoga jahaan pe andhere ka sawera
Hoga wahin pe hamaara bhi basera
Manzil wahin hai jahaan hai tumhaara nishaan
Ho o o o.... jina hai mar jaana hai
Kuchh aisa kar jaana hai
zinda rahein pyaar ki daastaan, daastaan ho

Dil pe khayaalon ki barf jami hai
Bheega hai aalam nigaahon mein nami hai
Kis bhul ki jaane hamako mili hai saza ho o o o....
Sab zakhm gehare se hai, lamhaat thehare se hai
Tham jaayega dard ka silsila silsila haan...

Tere bina, na hum ji sakenge yahaan) -