CB kam nahi kar raha hai,ham iswaqt 1/3 farigh hain,aj mangal ka din hai,ajhi ke din charon marshallaw lage the,Islamabad ka mousam bhi bohot acha hai aur sabne apni nose par zaban rakhi hui hai.aj naya pakistan bhi banne jaraha hai.to kyun na ham sab islamabad chalte hain,naya pakistan bana to hamara naam shamil hojayga aur agar na bana to nawaz sharif ki taraf chale jayenge.dono suraton mein faida hi faida hai.soch lijiye phir mujhe bata dijiye ga gari lene jaraha hun aur han
@HorrorReturns ko pata na chale warna woh bhi tayyar hojayga.waise ye bhi tak mein laga rahta hai ke ye log ja kahan rahe hain.