Bissmillah.hirahmaniraheem..
apne Dost Zee ka muakaf clear kr don ...
yeh sari kahani Jo suani hai es mn aik point accpetable hai ,
Jo Kata gia hai , ( water mark ) image wala ..Fine ..
Shukar hai khuda ka kuch toe mana
aik Taraf apni bat men keh rahay ho k chahy jitni baar marzi sawal karain Unko satisfy karna kaam hai
Mohataram clarify nahi kya aap ne balkey kuch aur he scientest ki list utha ke post kar di thi dosri baat aap ne duplicate post ki hai us se above post main he kyon na samjha dya? jab ke sub ko clear kar dya gaya tha ke wait karney ke baad posting ki jaye gi
to usky jawab man agr With Print screen shoot le k Usy post ka hissa bana k Post ki to phr point cut gya ???
bari Ajeeb c logic hai ,least meri samaj sy bahir hai ,
Kash ye logic aap pehle samjh lete Jab ke rules har round ke main page pe wazah kar diye gaye thay ({kopping)}
Bright Stars ki team Hooria k post apko nazer aa gai to Saif_Chiragh K Posts mera khayal apne parhi nai ????
Aap ne shayad parha nahi mere result ka ahwal us main 2nd num pe jo point kata hai woh chiragh ki waja se he kata hai
Thora sa time nikal k or apne Order denay walay ravwaiye to side py rakh K Khuli ankhon se parna
Chashma hai toe dena yaar woh bhi laga ke parhlon ga for ur kind information debate main hone wali posting ki har line parhi gai hai ({kopping)}
Kis End sy batameezi Start hui hai Clear nazer aa jaye Ga. .
Out of Post battien Kitni huin Kis kis ne Ki yeh bi waziah ho jaye Ga ..
Acha ji ye sub toe khoob achi terha se wazah ho chuka hai
Neglect karni ki baat jahan tak hai to Wahan pe Mohtaram Zee Sahab ap ghalat thy ? bat ko wahen ghuma phira k bta dia k last 28th thi , Banda Puchay Saray Yahan Shaur'ur walay banday bethay hn
or jantay hn k 28th agar last date hai to mean's k 28th Ki raat ko 12:00 Bjy tak ..
Mohatarm ye baat aap PM pe pochte on thread debate ka hissa nahi banate jaisa ke pehle bhi kitni dafa kaha gaya tha ke Judges se contact ya kuch clarification on thread mana hai khair clearification de chuka tha last date wali main
to debate k dauraaan apky Hukmana Comments Debate ko kharab nai karty ???
Mere woh kaun se Hukumana Comments hain zara wazah kar diye ga mohtaram and for ur kind information I m Debate Judge toe kya main hansi mazaq karney lag jaon aur Mega Threads mela bana don aap log serious comments ko serious lya karo na bhai ({kopping)}
On thread jO Zee ne aake Farmaan Jari kiye thy k tayyab ka Pm aia hai or Bla bla hua hai or ab kya karna hai to wo Out of topic Debate ko lejanay men to Bara hath khud app hi ka hai ??
Mohataram toe kya maine ghalat kaha ke aap ka PM nahi aya tha? Kya maine ghalat kaha ke Chiragh ka Pm nahi aya tha? kya maine ghalat kaha ke aap ke mohtaram Caption shuro main Debate main topic ke against thay baad main woh agree huwe? and for ur kind information us ke baad he theek se debate shuro huwi thi kharab nahi . read there once again
aik kaam karO Zee Ya to Don bhai ko kahen k yahan aaky Clear kar dy k Yehi Points thy jinki waja sy Deduction hui ????
Result thread ke pehle para ko ghoor se parhiye .. result delay karney ki waja yahi thi ke result main admins ne khudh part lya ub aur kya pochna chahte hain aap Admins se ? aap yahan meri nahi Admin ke banaye huwe result ki nafi kar rahe hain mohataram . aap DON se poch sakte hain jaise aap munasib samjhen
masla yeh hai k Critisize karna bht asan hai , Lakin Baat ki Noiyat ko samjan'na or phr comment karna bht mushkil hai ..!!
Yahi baat aap ke samajh main nahi ati ke har baar result pe critisize karte hain ({kopping)}
thanks for patience
Thanks for ur time