Zindagi Mein Bas Abhi Zindagi Ki Kami Hai

  • Work-from-home

Ajnabee_Hoon

Active Member
Jul 5, 2015
211
116
193
zar zar sa kar k sabhe kar liya hasil hai
zindagi mein bas abhi zindagi ki kami hai
ajnabee sa hai dil mere jism main
jaise zindagi zindagi se ajnabee hai
pata nahi kon hai par lagta hai yahi kahi hai
pata to chahe kon hai , bine jaane kaise karu main hasil
zar zar sa kar k sabhe kar liya hasil hai
zindagi mein bas abhi zindagi ki kami hai
 
Top