Woh Tanha Choor Kar

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
wo tanha chor ker JiS shab gaya tha....
Udhra chand b kitna khaFa tha!!!

Har aik ko arzoo rehti thi uss ki.....
Usay tanhayoon ka samna tha!!!

bhula beitha wo saray Ahed-u-paman
Abbhi taak jiss ki hatir dar khula tha....

Main uss mANZar ko kessay bhool jaoon!!
meray phely main koi ro reha tha!....

kamal uss ka yeah tha amjad!!!
wo acha tha bura tha par mera tha
 
Top