Woh jo khud pairwi-e-ahd-e-wafa karta tha..!!!
Mujh se milta tha to talqeen-e-wafa karta tha!!
Us k daman mein koi phol nahin hay mere liye!!
Jo meri tang damini ka gila karta tha...!!!
Aaj us ko bulaya to woh gum sum hi raha..!!!
Dil dharakne ki jo mere aawaz suna karta tha.!!
Aaj woh meri har ik baat k mainee pochhey..!!!
Jo meri soch ki tehreer likha karta tha...!!!
Us ko ehsaas dilaya to woh milta hi nahin
Ajnabi tha to rooz mila karta tha...........!!!!!
Us ki dahleez peh sadyi'on say khada hoon MOHSIN~
Mujh se milne ko jo lamhaat gina karta tha.....!!!
(Mohsin Naqvi)