Wo Waqt Yaad Agaya

  • Work-from-home

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Dono janib rangbirangey phulon ki aik lambi qitar aur raahdari par andar ki taraf jaatey huye apni apni sargarmio may masruf Talba(students) ,,lambi,choti shirts,kuch scraf ,kuch dupatoon, Kuch muflers Liye huye larkian, chust jeans,dheeli shirts ,,kahi aasteenain charhaaye baal kaanton ki tara kharrey kiye huye larkey,,,aankhon pe chashmey tikaaye haathon may files aur laptops pakarey apne dehan may jaate huye aur talba k salam ka sar hila k jawab daite huye usatdza,,,
aaj 20 saal baad APne hi college ki Daakhli raahdari par kharre huye us ne maazi k kitne hi manazir ko yaad kartey huye haal k manazir ko parkha tha,,
Kuch bhi to nhi badla tha ,,,wo bhii to kabhi yhi mojud thi unka bhi to aisa hi group tha jo 3 larkey aur teen larkio par mushtamil tha ird gird groups may kharry students ko daikhtey huye apni aankhon may anokhi chamak aur honton par dilkash si muskurahat sajaye wo andar ki janib barhi...........
aur apne us time ke kuch usataza se mile jinse mil kar bohat acha laga aur bohat khushi huwe kuch usataza ko to muhje pahchan'ny mein thori dikat hui mgar baqi teachers ne jaldi hi phechan liya aur students ke barye mein bataien shuru hogein mare 2 ya 3 doston ke saath rabtye te Neelam.Sana or Alishba . jo apni life mein bohat busy te mein khud america se medical ki degree le ker isi maheny wapis ay the aur soche kyun na apne college ki purani yaadon ko phir se taaza kar liya jaye to isi soch ko dil mein lay kar main aaj apne college mein 20 saal baad wapis ay hoon aur sab kuch dekh kar bohat acha mehsoos huwa aur apne college ke din dobara yaad a gye aur uske baad mein principle room ki tarf bar gay. Kamal Ul Din Sahib jo hamary har dil aziz they ab un k naam ki jaga kamrey k bahir takhti pe Malik Usmaan likha tha main samjh gay k Principal Sahib ka tabadla ho gaya hai. Naye Principal se mulakat ki gharz se dafter k darwaze pe pohanchy to un k chaprasi Majeed ko deikha jo 20 saal baad be kuch ziada nahi badla tha us ne btaya k principal sahib round pe hain. me ne Majeed se us k ghar walon ki khairiyat daryaft ki or canteen ki tarf bar gay aur wahan par ja kar apne purane loogon se mily Shaukat aj be ussi chabakdasti se Talba ko chaye or pastry dy ra tha. muj ko wo waqt yaad a gay jab ham Shaukat se bar bar chaye mangwaya krty they or wo har bar muskaraty hue tray ko cups se bhar k le ata. me he aj phir Shaukat se jab chaye ka bola to wo mjhy pahchan gaya thori dair mere pas ruka or mazeed order leny k lye agey bar gaya.
chaye k 1 dor k baad me Library ki tarf chal nikle wahan per aj be khamoshi ke raj the kuch dair book shelves ko daikhny k baad me wahan se bahir a gay q k mera fil haal kuch parny ka koi irada nahe the. college ka waqt khatm ho rahe the or muj ko be jana tha is lye campus ko khuda hafiz bol k wahan se rukhsat li. college me guzra hua ye waqt hameesha mere sath rahy ge.
[DOUBLEPOST=1348198888][/DOUBLEPOST]@hoorain
@RedRose64
@S_ChiragH
@Sabah
@masoom_se_chahat
@Bela
@Detective
@Qawareer
@*Muslim*
@Tooba Khan
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

Wa'alaikumussalaam Masha'ALLAH really nice
bohot hi dilchasp taur se likha kahani ko aap ne

BEST OF LUCK for contest .
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam
oye hoye tuse cha gaye ho khowaish....

very nice sis..bht acha likka hay..wish all the best.:)
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
w SLAAM

MASHA ALLAH bohot hi acha likha ......parh kr maza aya....best of luck sis
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u alaikum
aww so sweet..:-bd
parh k mujhe apna skol yaad aa gya:(
best of luck sweety:)
 
  • Like
Reactions: Khwahish
Top