Winner of TM Poet Muqabla- Nov 2011

  • Work-from-home

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
assalam o alaikum
sab se pehle main aap sab se ma'azrat karna chahoongi ke is dafa due to Anaaya's busy schedule and absence, November k poet muqabla k results announce hone main late ho gaya:)
kher, sab k poetries bohat umda the and tafreehmela should be proud k yahan itne skilled aur acche acche poets hain:) but hamesha ki tarah winner sirf ek hi hota hai so is dafa b November Poet Muqabla ki winner hain

Hoorain

yeh rahi in ki sharing

meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main
aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?

ye raha aapka award

congratulations sis and keep participating in future's contests also:)
and thanks to all jinhon ne apna qeemti waqt nikal kar contest main hissa liya aur apne khoobsurat poetry share ki:)

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

waalaikum assalam

ahaaaaaaaaaaan thank u nellu sis n thanx annu :)
really feeling happy {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: Nelli

Khalid786

Newbie
Oct 29, 2012
16
3
3
Mjhy to Apn0o nay lo0ota. . . .:)
gair0n main kahan DuM THa. . .
Mri Kashti wahan d0obi jahan panii kam tha. . . . ;-)
 
Top