Un se dostaane

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Un se dostaane bekaar ke nikle
yahan se jab janaze pyaar ke nikle

dard e tanhai la bardasht lagi to ki mohabbat

per shadeed dard ishq ke beemaar ke nikle

sabab gulshan hi tha yeh hum bhool gaye ke
khata to ahr jageh se khaar ke nikle

yeh jin ko tum farishta maana karte ho ghafilon
yehi hum mein se dushman hazaar ke nikle

kyun murjha gaye yeh izzat o emaan ke phool
yeh to the taaza taaza mousam e bahaar ke nikle

ibitah mien to jeet hi ki aas lagi rehti hai baad mein
hum bhi faraaz ki manind dost haar ke nikle

na rooun ke rone ke sabab doori badh na jaae
ke humaare sanam to darya e ashk ke paar ke nikle

sukh to apne liye khud kabhi hum la na sake Chiragh
afsos ke humare dukh bhi udhaar ke nikle

***S_ChiragH***
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
WWAWWOOOWOWO..........
KYA BAAT AHI..IYNI UMDAA SHAYERI....

sukh to apne liye khud kabhi hum la na sake Chiragh
afsos ke humare dukh bhi udhaar ke nikle

BAHUT BAHUT UMDAAAAAAAAAAAAA
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wahhhhhhhhhh
kya baat hai{(ok)}
har misra apne andar ek dastan liye huve hain..
yon hi humare sath share krte rahen..:)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
masha Allah :)
bohot hi umdah janab
zabardast likha hai apne
afsos k hamare dukh bhi udhar k nikle lajawab
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
wow very very nice beautiful....keep shairing
 

Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513
Un se dostaane bekaar ke nikle
yahan se jab janaze pyaar ke nikle

dard e tanhai la bardasht lagi to ki mohabbat
per shadeed dard ishq ke beemaar ke nikle

sabab gulshan hi tha yeh hum bhool gaye ke
khata to ahr jageh se khaar ke nikle

yeh jin ko tum farishta maana karte ho ghafilon
yehi hum mein se dushman hazaar ke nikle

kyun murjha gaye yeh izzat o emaan ke phool
yeh to the taaza taaza mousam e bahaar ke nikle

ibitah mien to jeet hi ki aas lagi rehti hai baad mein
hum bhi faraaz ki manind dost haar ke nikle

na rooun ke rone ke sabab doori badh na jaae
ke humaare sanam to darya e ashk ke paar ke nikle

sukh to apne liye khud kabhi hum la na sake Chiragh
afsos ke humare dukh bhi udhaar ke nikle

***S_ChiragH***

Behd Aala Kism ki Peshqsh hai Janaab.
Behd Khub.
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top