chalo ajj wo keh k dekhen ge
jo abtak hum ne kaha nahi
ajj un jawabon ko dhonden ge
jo sawal humare zehnon main hain
kion bahoo humesha jalti?
sas kion akhir jalti nahi?
kion larki kaari hoti hai?
kion mardon main ab gherat nahi ?
kion jhoot pe duniya chalti hai?
kia sach ki koi ahmiyet nahi?
kion mard hi izzat mand tehre ?
kia aurat ki izzat,izzat nahi?
kion ghariib bechara bhooka hai ?
kion ameeron ki bhook mitti nahi?
MAA k peron main jannat
BAAP k kandhe pe shafqat
phir kion aulaad ka dard inko milta hai?
kion in rishton main piyar nahi?
her taraf afra-tafrii hai
her taraf nafsa-nafsi hai
ajj kal k halat hain jo
kia ye qayamat k asar nahi?
nafrat hi nafrat bhari hoi hai
kion is duniya main piyar nahi?
kon hai jo de jawab mujhe
in ulte sidhe sawalon ka
kon hai jo ye sumjhaye
in sawalon ka koi jawab nahi
jo abtak hum ne kaha nahi
ajj un jawabon ko dhonden ge
jo sawal humare zehnon main hain
kion bahoo humesha jalti?
sas kion akhir jalti nahi?
kion larki kaari hoti hai?
kion mardon main ab gherat nahi ?
kion jhoot pe duniya chalti hai?
kia sach ki koi ahmiyet nahi?
kion mard hi izzat mand tehre ?
kia aurat ki izzat,izzat nahi?
kion ghariib bechara bhooka hai ?
kion ameeron ki bhook mitti nahi?
MAA k peron main jannat
BAAP k kandhe pe shafqat
phir kion aulaad ka dard inko milta hai?
kion in rishton main piyar nahi?
her taraf afra-tafrii hai
her taraf nafsa-nafsi hai
ajj kal k halat hain jo
kia ye qayamat k asar nahi?
nafrat hi nafrat bhari hoi hai
kion is duniya main piyar nahi?
kon hai jo de jawab mujhe
in ulte sidhe sawalon ka
kon hai jo ye sumjhaye
in sawalon ka koi jawab nahi