Main ne apni har dua mein tujhe hi maanga hai
jab bhi uthe hain haath maine tujhe hi maanga hai
qismat ki lakeeron pe aitbaar na kiya kar haum mile ya
na mile per maine tujhe hi manga tha aur maanga hai
raha hai zour aksar chaahaton mein zamane se zyada
mere hont jab siye gaye to dil ki aah se tujhe maanga hai
kaate nahin katte hain yeh judaai ke lamhe tamaam
bechain ho kar main ne judai ke har lamhe se tujhe maanga hai
dhadka hai dil kitni baar un ranjishon ki waqt yaad nahin
magar har dhadkan pe mein ne tujhe hi maanga hai
ho kar aazaad bandish e mohabbat ki zanjeeron se wo aaye
to keh dena mein ne aakhri saans mein bhi use hi maanga hai
***S_ChiragH***