Talk Shalk With Anadil - Fantu & Zaryaab

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
tnx anadil
acha raha :) kafi hud tak
@shehr-e-tanhayi . @saviou nd @Aks_
msg : Take a deep breath it's just a bad day, not a bad life.
ana behtareen insaan ,+ive thinking wali , aur beautiful :)

mi ab rukhsat hojaaon ?? :p

yeh gaatay huvay rukhsat hoaiay ga @zaryaab bhai

chor babul ka ghar mohay pii k nagar aaj jana para
hoooo aj jana para

lakin aisa kaisay ho sakta hai k hum aaey aur aap rukhsat honay lagay.. na hum nay koyi sawaal kuya na aap ne humara sawal parha na javab diya...
aik misra yaad aa raha hai

hum atay hain tum jatay ho ab mail ki soorat kyunkar ho :)

@zaryaab
 
  • Like
Reactions: zaryaab

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
ov sweet sis .. mai abi ata hun D ..bdw the way u ca; ll me "zaroo bhai " m in love wid it{(giveheart)}
Ab me sharma ln X_X zaarayb ka nick yehi hota naaw n jo log mrry close hoty unko piyar sy bulati ;))
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
yeh gaatay huvay rukhsat hoaiay ga @zaryaab bhai

chor babul ka ghar mohay pii k nagar aaj jana para
hoooo aj jana para

lakin aisa kaisay ho sakta hai k hum aaey aur aap rukhsat honay lagay.. na hum nay koyi sawaal kuya na aap ne humara sawal parha na javab diya...
aik misra yaad aa raha hai

hum atay hain tum jatay ho ab mail ki soorat kyunkar ho :)

@zaryaab
baabul ka ghat o @Burrr_Burrrrr choraigee .. mai nahi :p
ahaan kya shayraana guftugoo hai ..
ok karai sawaal :)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
baabul ka ghat o @Burrr_Burrrrr choraigee .. mai nahi :p
ahaan kya shayraana guftugoo hai ..
ok karai sawaal :)
je je karti hon sawal

to mera pehla sawal hai k..


jab koyi insan bewaqoofi ka kaam karay to usay gadha kaha jata hai... lakin agar kabhi koyi gadha bewaqoofi ka kaam kar bethay to usay kiya kaha jaey ga?
 
Top