Faqat ye iltja hai Tum se, ke Rabton ko Bahal Rakhna.
Kahin bhi Jana Kahin bhi Rehna,Magar Hamara khiyal Rakhna.
Abhi Bhanwar men hy Nao Meri,Abhi Sitary hain Gardishon men.
Main Lout Aaon kahbi Teri Janib,Bacha ke Kuch Mah-o-Saal Rakhna.
Suno
Apna Khiyal Rakhna.