Step 1: Create Ur Own Blog

  • Work-from-home

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
sab se pehle ek cheez aapko note karni hai aur woh yeh k Tafreehmela pe aapka apna blog create karne k liye pehle aapke 300 n above posts hone zaroori hain....300 se kum members walon k pass blog create karne ka option avail nai hoga
anyways, there are town different ways to create ur blog at TM, so main baari baari dono ways ka bataungi
ok, sab se pehle aap top pe jo blog ka option hai wahan click karen ge aur right pe ek option dikhe ga "create new post" k naam se us pe jayen



create new post pe click karne ke baad aapko apni post ka title aur baqi ka content txt box main paste karna hai, just like how u create a new thread:)..



is ke baad ya tou aap strait away apna blog post kar sakte hain ya phir additional options main se apni choice k mutabiq blog ke liye category aur baqi ke options choose kar ke blog post kar sakte hain
for example, agar aapki post Islam se related hai tou aap us k liye Islam category select karenge so aapka blog us section main post hoga..... else agar aapki post ka subject koi different topic hai jese poetry, article etc tou us k liye aap general ki category choose karenge:)
also agar aap chahte hain ke members aapki post per comments kar saken den tick that box else leave it empty
and so on........



if u want to add any image or video into ur post den u can click on manage attachements or apne pc se jo b image add karna ho wo add kar sakte hain
after that u can preview ur post before posting it in order to see if there are any mistakes to be correct or changes to be made
jab aap apni post se completely satisfy hon tou just click on
"post now"
and ur blog will be posted:)..

________________________________________________

is ke ilawa koi b post aapke blog main add karne ka ek bohat hi easy tareeqa hai aur
is ka advantge yeh hai ke aapko pehle tareeqe ki tarah post ka title ya content paste nai karna pare ga, balki aap easily jo post e.g. poetry, article ya koi b doosri post apne blog main add karna chahte hain tou just simple us post ko
"blog it"
karen aur us ke baad jese jese ooper saara process bataya hai us k through jaane ke baad aap post kar sakte hain:)

is ke baad selected post same isi tarah aapke blog main directly chali jaye gi:) all u have to do is k agar koi b txt editing ya doosri koi changing karni ho tou wo kar k aap apna post ko apne blog main post kar den...

i hope ke is tutorial se aapki kafi help hui ho gi:)

 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
very nice information...........


really bohat logon ko talaaaaash thee....


thax Manager Madam....

You're just Great :-bd
 
Top