Sham sy pehlay ik diya jalana chahta hon
,
Main aj apni mohabat ko aazmana chahta hon
,
Yeh aana parast log hai andr sy tootay huye
,
Main yeh baat duniya walon ko btana chahta hon
,
Teri zaat ki mehroomiyan tera man ki yeh udaasiyan
,
Mujhy moka to dy main inhay mitaana chahta hon
,
Tere hath mera rehbar tere naksh paa meri manzil k
Tujhay main chillchilate dhoop main aanchal bnana chahta hon
,
cheen lo saharay mujh sy apnay piyaaray saray mujh sy
Bs do hosla mujhay main khud ko manvana chahta hon
,
poocha jo yaaro nay muskurahat ka sbab
to kehnay lga awais main hansi k pardy main dard apna chupana chahta hoon