Shaadi Ke Mutaliq Kuch Malumaat

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalaamu alaikum doston aaj kal hum lougon ne "Nikah" sunnat ko ghair zaroori
eik lateefa aur shaadi ko eik museebat aur mazak samajh kar rakha hai
iske asbaab ye hain ke humen dar haqeeqat NIKAH ke mutaliq maloom itna hi hai
ke humne apne ghar mein teen baar qabool hai bol kar eik zauja laani hai

1...haan magar wo far far angrezi bolti ho,kam umer ki ho,subse haseen ho,
mera iqhlaak bhale hi jesa bhi hai meri biwi achhe iqhlaak ki ho

2...Achhe khandaan se taluq ho

3...Hatta ke kuch loug Musalmaan hote huwe ghair musalmaanon se shadi kar lete hain

4...Kuch lougon ke nazdeek shaadi zaroori hi nahin

5...kuch ki shaadi shuda zindagi masaaiyl se bhari pari hai

in sub baaton ki eik hi wajah hai aur wo yehi hai ke humein dar haqeeqat
NIKAH ke mutaliq ilm hi nahin agar hum apni shaadiyan ahadeeth e Nabvi alaehe salam
ke mutaliq karne lage to DUNYA mein MUSALMAANON ke gharelu masaaiyl IN SHA ALLAH
khatam ho jaaengen mein NIKAH ke mutaliq aap se ahadeeth share kar raha hoon ALLAH
humen amal ki taufeeq se nawaze Aameen

kya momin ka mushrik aurat se ya momina ka mushrik mard se nikah mumkin hai ??

Kya jisse shadi hone wali ho use eik baar dekhna chahiye ??

kya NIKAAH karna zaroori hai ??

Kya aap kuch pehno aur khao to zauja ko bina khilaye pilaye rakh sakte ho ??

Kya aulaad se pooche bina unka nikah kiya ja sakta hai ??

Mohabbat karne walon ke liye Nikah behetereen shay hai

Biwi ko khud luqma dene per bhi sawab milta hai ??

Sunnat e Nikah per amal karke hum kitne feesad deen ko mukammal karte hain ??

Shaadi ke liye kesi larki dekhi jaaye ??

RASOOL alaehe salam ka hukm ke nikaah karo is per unhen fakhr hoga
aur nikaah ki taqat na ho to roze rakho

Dunya bhar ko paane ki justaju na karo,dunya bhar ke maal o dolat tumhare paas ho
tumhare paas kohinoor ka heera tak kyun na ho per dunya ki subse behetereen shay
naik biwi hai

aur eik aurat hote huwe aur kuch karo na karo deendaar bano phir tumhara deen
tumhare shohr ke liye tumhen saari dunya se fazeelat de deta hai

Waleeme me ghareebon ko bhi dawat di jaaye
 
Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270

jazak ALLAH khair bhaiyooo
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX

JazakAllah Khair Chiragh Bro for this informative thread! : )
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top