Salaam Ka Jawaab

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Salaam Ka Jawaab


Jab koi ehtaraam k saath tumhen salam karey to tum usko usse ache tareeqey k saath jawaab do ya kum-uz-kum ushi tarah (jis tarah usne salam kiya hai), Be Shak Allah har cheez ka hisaab leney wala hai.


Allah wo hai jis k siwa koi ma'bood nahi hai, wo zaroor tum sub ko Qeyamaat k Din jama karega, us maine zara b shuk-o-shaba nahi hai or Allah se zadah sachii baat kis ki ho sakti hai.


Surah An-Nissa Tarjuma Ayaat: (87,86)
 
Top