Quran Paak ki Tilawat k Asraat....

  • Work-from-home

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
MashaALLAh Hoorain siso kya behtareen sharing ki hai aapne...

aise threads ke links dediya ki jiye, taaki aise threads miss na hojae hum sab se...

ALLAH TAALA Jazae Khair de aapko AMeen...
 
  • Like
Reactions: Aara'af and hoorain

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam alaikum hoorain.
mashaAllah parhkar bahot accha laga.
waqayi agar quran ko samajh kar aur dhiyan se parha jaaye to isme hame ek taste aata hai.
waise aapne iska link dosron ko send nahi kia kyun?
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

waalaikum assalam
umm waise hi :s
main to nhi karti Links VM bohat mushkil lagging meko
Don bro se bola tha tag system laane ko ..
Khair main karti hun sabko VM abhi

JAZAKALLAH khair all
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
walaikum assalam
Worth sharing Hoor sisso:) JAZAKALLAH khairun
aapko patah hai k mujhe Surah Yasin k 2 rukuh zubani yaad hain ALHAMDULILLAH, aur wo mujhe amazingly ese yaad hue k tab pak main th, 6th class k examz chal re the tou main roz exam hone se pehle Surah Yasin ki tilawat karti skool main hi, aur fir ahista ahista ese hua k mujhe laga ye saare words mere mind aur dil main jese save ho gaye hain aur jab examz finish hue tou mene yunhi zubani Surah yasin pari tou patah chala k mene 2 rukuh hifz kar liye hain:) us k aage b beech beech main se bot se aayat yaad hain mujhe but sahi tarah se nai,
ab bot koshish karti hoon k complete yaad kar loon, but nai hoti({kopping)}..
Qur'an pak ALLAH ka paigham hai apne bandon k liye, is main dunyavi aur akhirat k liye har baat ka sabq hai:) sirf hamen ghor karne aur amal karne ki zaroorat hai
ALLAH hamen tofeeq ata farmaye(Ameen)

MASHAALLAH :)
maire khayal se ye sab muhabbat se hota hay ,,,jab main thori choti thi about 5 ,6 yrs ago muje bhi bohat shauq hota tha Main subha subha apni sis ko saath mila leti thi aur khud se qirrat karne ki koshish karti muje tilawat karna nhi aati but Tv may daikh k seekh leti aur aik aayat main parhti to meri sis uski translation parhti aur roz subha hum aise karte itna acha lagta tha aik pakeezgi aur roshni ka ehsaas rehta saara din..even k agar kabhi koi imaz reh jaati ya fajar may nhi uth paati Saara din kisi bhi kaam may dil nhi lagta aur itni becheni rehti thi khud pe itna ghussa aata...
ab bohat kuch badal gya hay muje lagta hay shayed pehle waali baat nhi rhi ,,,pehle muje nhi pta tha Jaza-o-saza ka jo kuch karti muhabbat may karti ...ab jaza-o-saza ka pta hay to muje aksar lagta hay shayed may sirf jaza k liye karti hun saza se bachne k liye ..

ALLAH tala hum sab k dilo may wohi Pakeeza Muhabbat paida farmayain aur hamesha qaim rakhne ki taufeeq ata farmayain AAMEEN
 
  • Like
Reactions: Nelli

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
hmmm beshak:)
Ameen sum Ameen @ duas....

MASHAALLAH :)
maire khayal se ye sab muhabbat se hota hay ,,,jab main thori choti thi about 5 ,6 yrs ago muje bhi bohat shauq hota tha Main subha subha apni sis ko saath mila leti thi aur khud se qirrat karne ki koshish karti muje tilawat karna nhi aati but Tv may daikh k seekh leti aur aik aayat main parhti to meri sis uski translation parhti aur roz subha hum aise karte itna acha lagta tha aik pakeezgi aur roshni ka ehsaas rehta saara din..even k agar kabhi koi imaz reh jaati ya fajar may nhi uth paati Saara din kisi bhi kaam may dil nhi lagta aur itni becheni rehti thi khud pe itna ghussa aata...
ab bohat kuch badal gya hay muje lagta hay shayed pehle waali baat nhi rhi ,,,pehle muje nhi pta tha Jaza-o-saza ka jo kuch karti muhabbat may karti ...ab jaza-o-saza ka pta hay to muje aksar lagta hay shayed may sirf jaza k liye karti hun saza se bachne k liye ..

ALLAH tala hum sab k dilo may wohi Pakeeza Muhabbat paida farmayain aur hamesha qaim rakhne ki taufeeq ata farmayain AAMEEN
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
jazakALLAH,, Allah miyan humin ma'ani k sath samajh kr padhny or amal ki tofiq atta frmay AMEEN
 
  • Like
Reactions: hoorain

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Yes it iz very true....bahut baar meine bhi azmaya hai...
Tilawat E Quran sukoon e qalb aur fikr o pareshani se nijat ka baes hai...
Ajkal k daur me har koi tension aur pareshani me ghira hau hota hai..hazaar tarkeeben karta hai insan inse picha churane ki magar is qimti tohfa e qudrat ki taraf mayel nhi hota...
Jab aap kisi muhim p hon,kisi maslay k hal ki talaash me hon.Quran e Pak ko haath me lekar dekhen k kitni roohani taqat aapme ajati hai aur raaste khud ba khud khulte jate hain..
Dosto Namaaz k sath sath Tilawat ko rozana mamool banalo to TENSIOn naami bimari paas nhi phatkegi..
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top