qaza namazon ka tareqa

  • Work-from-home

Shahbaz507

Newbie
Aug 27, 2011
1
0
0
plz mjy ye bta dain k agar aap ki namazain qaza hoi ho or ye na pata ho k kitni hai tu us ka kia kufara ada krna ho ga plz thora detail mai btain Quran or hadees ki roshni mai plz
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
plz mjy ye bta dain k agar aap ki namazain qaza hoi ho or ye na pata ho k kitni hai tu us ka kia kufara ada krna ho ga plz thora detail mai btain Quran or hadees ki roshni mai plz
Assalamu Alaykum Wrwb :)
namaz jab bhi apse chut jaye jaise hi yaad aaye uski qaza karleni chahiye aur sath hi aap tauba karen aur ainda se aisi galti na karen

qaza namazon ka koi alag tareeqa sabit nahi hai isliye ap jaise aam namaz parte ho waise hi isko adaa karoge wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top