Peer-e-kamil Say Iqtibas

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Salaar Sikandar nay pichlay 8 saalon mai Imama Hashim k liye her jazba mehsoos kiya tha.Hiqarat,mohabbat,nafrat,mohabbat,sab kuch.......Magar aaj wahan bethay pehli baar ussay Imama Hashim say hasad mehsoos horaha tha.Thi kia woh........?Aik aurat.......Zara si aurat.....Asmaan ki hoor nahi thi.......Salar Sikandar jesay aadmi kay saamnay kiya auqaat thi uss ki.
Kiya meray jesa IQ level tha uss ka?
Kiya meray jesi kamiyaabian theen uss ki?
Kiya meray jesa kaam karsakti thi woh?
Kiya meray jesa naam kama sakti thi woj?
Kuch bhi nahi thi woh aur uss ko sab kuch plate mai rakh kar day diya aur main.......Main jis ka IQ Level 150+ hai mujhay saamnay ki cheezain dekhnay k qaabil nahi rakkha?
Woh ab aankhon mai nami liye andheray mai Wind screen say baahar dekhtay hue barbara raha tha.
"Mujhay buss iss qaabil kardiya kay main bahar nikloon aur duniya fatah karloon.Woh duniya jis ki koi wuq'at hi nahi hai aur woh........woh........"
Woh ruk gaya.Ussay Imama per ghussa araha tha.8 saal pehlay ka waqt hota tu woh ussay "+++++" kehta,tab Imama per ghussa aanay per woh ussay yehi kaha karta tha magar 8 saal kay baad aaj woh zabaan per uss k liye gaali nahi lasakta tha.Woh Imaam Hashim k liye koi bura lafz nikalnay ki jurrat nahi karsakta tha.Siraat-e-Mustaqeem per khud say bohat aagay khari uss aurat k liye kaun zaban say bura lafz nikal sakta tha?
Apnay glasses utaar kar uss nay apni aankhain masleen.Uss kay andaaz mai shikast khoordagi thi.
"Pir-e-Kami Sallalahu Alayihi Wasallam.....Siraat-e-Mustaqeem."8 saal lagay thay,magar talash khatam hogai thi.Jawab mil chuka tha.
 
Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮

very nice sharing........
 
duaabatool

TM Star
Mar 12, 2016
1,118
519
413

main yeh novel parh chuki hon lakin dobara shoro kiya hai jitni dafa prho acha lgta hai
 
Top