Culture Pakistani Mili Nagme (written)

  • Work-from-home

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Chand Meri Zameen, Amanat Ali Khan
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2

Chand Meri Zameen Phool Mera Vatan
(meray Khaiton Ki Matti Main Laal-e-yaman)2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan) 2

(meray Mallah Lehron Kay Paalay Huway) 2
Meray Dehqan Paseenon Kay Dhalay Huway
(meray Mazdoor Is Dor Kay Koh Kun) 2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2

(meray Fauji Jawan Jurraton Kay Nishan)2
Meray Ahl-e-qalam Azmaton Ki Zuban
(meray Mehnat Kashon Kay Sunehray Badan)2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2


(meri Sarhad Pay Pehra Hay Iman Ka)2
Meray Shehron Pay Saya Hay Quraan Ka
(mera Aik Ik Sipahi Hay Khaibar Shikan)2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2

(meray Dehqan Yunhi Hul Chalatay Rahain)2
Meri Matti Ko Sona Banatay Rahain
(geet Gatay Rahain Meray Shola Badan)2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2

Chand Meri Zameen Phool Mera Vatan
(meray Khaiton Ki Matti Main Laal-e-yaman)2
(chand Meri Zameen Phool Mera Vatan)2

Chand Meri Zameen Phool Mera Vatan​
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Hamara Percham

Yeh chand tare ka jhilmilata nayara parcham

Hamara parcham yeh piyara parcham - X2
yeh parchamon mein azeem parcham - X2
ataa e rab e kareem parcham
Hamara parcham yeh piyara parcham

Hamaray azmat ka pasbaan hai
hamaray milat ka tarjuman hai
hamaray ahsas ka byan hai
hamaray ibrat ka asman hai

Azeem milat azeem parcham - X2
ataa e rab e kareem parcham
Hamara parcham yeh piyara parcham - X2

Faza main naghmay luta raha hai
shaoor e milat jaga raha hai
dil o nazar main sama raha hai
tamam alam pe cha raha hai

Tarange mojay naseem parcham - X2
Hada e rakhay kareem parcham
Hamara parcham yeh piyara parcham - X2

Yehi nishnay hajam hamara
yehi hai apnay karam hamara
yeh jaan hamari yeh dum hamara
rahay ga ooncha alam hamara

Alam hamara azeem parcham - X2
ataa e rab e kareem parcham
Hamara parcham yeh piyara parcham - X2
yeh parchamon mein azeem parcham
ataa e rab e kareem parcham
Hamara parcham yeh piyara parcham - X2​
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Jeevay Jeevay Pakistan

jeeevay, jeevay, jeevay, jeevay
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
mun panchi jab pankh hila'ay
kia kia sur bikhra'ay hoo
kia kia sur bikhra'ay
sun'nay walay sunein to un mein
aik he dhun lehra'ay ho ho
aik he dhun lehra'ay ho hoo pakistan, pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
bikhray howoon ko bichray howoon ko
ik markaz pay laya hoo
ik markaz pay laya
kitnay sitaroon k jhurmat mein suraj bun ker aaya ho hoo
suraj bun ker aaya ho hoo pakistan pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
jhail ga'ay dukh jhailnay walay
jhail ga'ay dukh jhailnay walay
Ab hai kaam hamara hoo
Ab hai kaam hamara
Aik rakhein gay, aik rahay ga
Aik hai naam hamara hoo
Aik hai naam hamara ho hoo pakistan pakistan
Pakistan Pakistan, jeevay Pakistan
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan​
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

bilal_ishaq_786

Active Member
Aug 20, 2013
495
305
213
Is Parcham Kay Saaye Talay
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Sanjhi apni khushyan aur gham aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Aik chaman kay phul hain saray aik gagan kay taray
Aik samandar mein girtay hain sab daryaon kay dharay
Juda juda hain nehrain, sargam aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Aik hi kashti kay hain musafir aik manzil kay rahi
Apni aan par mitnay walay hum janbaz sipahi
Band muthi ki surat ki bahum aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain

Pak watan ki izzat hum ko apni jan say pyari
Apni shan hai in kay dam say yeh hai aan hamari
Apnay chaman mein phul aur shabnam aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain​
Sanjhi apni khushyan aur gham aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
 

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Hum Zinda Qaum Hain

Hum Zinda Quam Hain Painda Quam Hain
Hum Sab Ki Hai Pehchan, Hum Sab Ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
Hum Sab Ka Pakistan

Har Dil Ke Ufaq Per Hai Chand Ek Sitara Ek
Hai Kalma Bhi Wahid, Percham Bhi Humara Ek
Hum Yak Dil Hum Yak Jaan
Hum Yak Dil Hum Yak Jaan

Ikhlaas Yakeen Tanzeem Hai Milat Ka Manshoor
Har Chara O Manzil Per Milat Ke Dil Ka Noor
Allah Nabi Quran
Allah Nabi Quran

Rehmat Ki Tarha Sir Per Behnoan Ki Ridaein Hain
Himat Ke Liya Humrah Maaon Ki Duaein Hain
Hum Per Rab Ka Ihsan
Hum Per Rab Ka Ihsan

Islam Ke Lashkar Mein Hain Qasim Se Farzand
Is Muluq O Milat Mein Bachay Bhi Kadi Qamand
Borhey Bhi Chari Kaaman
Borhey Bhi Chari Kaaman

In Millon Machieno Ke Sab Paiyeh Ghoomein Ge
Mazdoor Bhi Hongey Shaad Dehkaan Bhi Jhoomein Ge
Sona Dein Ge Khalian
Sona Dein Ge Khalian

Hum Zinda Quam Hain Painda Quam Hain
Hum Sab Ki Hai Pehchan, Hum Sab Ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
Hum Sab Ka Pakistan​
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

bilal_ishaq_786

Active Member
Aug 20, 2013
495
305
213
Parcham Pakistan Ka


Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka
Jag-mag jag-mag roshan roshan aik warq Quran ka

Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka

Hath yeh har masum behan ka har maan ka yeh aanchal
Mathon ka yeh ujla jhumar ankhon ka yeh kajal
Aarzuon ka roshan tara khilta phul armaan ka

Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka

Iss key ujle rang mein apne kheton ki haryali hai
Iss ik ik naqsh mein hum ne apni azmat dhali hai
Ujla dil har shair jawan ka, matha har dehqaan ka

Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka

Iss ki chaon mein hans hans kar hum pak tarane gate hain
Iss ki ik ik lehar peh apne jaan-o-dil lehrate hain
Basti basti gulshan gulshan aik chiragh imaan ka

Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka

Iss ke nichey aik huye hain aazadi ke parwane
Iss par khoon-e-dil se likhe hain hu ne apne afsane
Iss ko le kar mor dia hai rukh hum ne har tufan ka

Chand se ujla jaan se pyara parcham Pakistan ka
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Sohni Dharti

Sohni Dharti
Sohni Dharti Allah Rakhe
Qadam Kadam Aabad
Qadam Kadam Aabad Tujhe
Qadam Kadam Aabad Tujhe

Sohni Dharti Allah Rakhe
Qadam Kadam Aabad
Qadam Kadam Aabad Tujhe
Qadam Kadam Aabad Tujhe

Sohni Dharti Allah Rakhe
-----
Tehra Herr Ek Zarra Humko Apni Jaan Seh Peyara
Tehra Herr Ek Zarra Humko Apni Jaan Seh Peyara
Tehre Dum Seh Shan Hamari, Tujhe Naam Hamara

Jab Tak Hae Yeh Duniya Baqi Hum Dekhen Azad
Hum Dekhen Azad Tujhe

Sohni Dharti
Sohni Dharti Allah Rakhe
Qadam Kadam Aabad
Qadam Kadam Aabad Tujhe
Qadam Kadam Aabad Tujhe

Sohni Dharti Allah Rakhe
-------
Dharkan Dharkan Peyar Hai Tera Qadam Qadam Per Jeet Ray
Dharkan Dharkan Peyar Hai Tera Qadam Qadam Per Jeet Ray
Basti Basti Tera Charcha, Nagar Nagar Hae Meet Ray

Jab Tak Hae Yeh Duniya Baqi Hum Dekhen Azad
Hum Dekhen Azad Tujhe

Sohni Dharti
Sohni Dharti Allah Rakhe
Qadam Kadam Aabad
Qadam Kadam Aabad Tujhe
Qadam Kadam Aabad Tujhe

Sohni Dharti Allah Rakhe
-------
Teri Peyari Saj Dhaj Kee Hum Kitney Shaan Barhain
Teri Peyari Saj Dhaj Kee Hum Kitney Shaan Barhain
Aani Wali Naslen Teri Azmat Kay Gun Gayen

Jab Tak Hae Yeh Duniya Baqi Hum Dekhen Azad
Hum Dekhen Azad Tujhe

Sohni Dharti
Sohni Dharti Allah Rakhe
Qadam Kadam Aabad
Qadam Kadam Aabad Tujhe
Qadam Kadam Aabad Tujhe

Sohni Dharti Allah Rakhe
Sohni Dharti Allah Rakhe​
 

bilal_ishaq_786

Active Member
Aug 20, 2013
495
305
213
Aey Quaid-e-Azam Tera Ehsan

yun dee hamein azadi ke duniya huee hairaan
ae quaid-e-azam tera ahsaan hai aisa
ae quaid-e-azam tera ahsaan hai aisa
har tin pe musalmano pe chaahee thi tabahee
mulk apna tha aur Gairoon ke haathon mein thee shahee
aise mein utha deen e mohammad ka sipaahi
aur narae e takbeer se dee tu nay gawahee
islam ka jhanda liye aaya sar-E-maidan
ae qaid e azam tera ahsan hae aisa
tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
dekha tha jo iqbal ne ek khwaab suhaana
us khwaab ko ik roz hakeekat Hai banana
yeh socha to jo tu nay to hasa tujhpe zamana
har jaal se chaaha tujhe dushman ne harana
maara woh TU NAY daao ke dushman bhi gaye maan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
larne ka dushmano se ajab dhang nikaala
na top na bandook na talwar na bhaala
sachaaee ke anmol asoolon ko sanmbhaala
jinnah tere paigham mein jaadoo tha niraala
Iman waale chal pare sunkar tera parmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
punjab se bangal se jawan chal pare
Sindhi Baloochi sarhadi pathan chal pare
GHAR BAAR CHOOR DE SAROO SAMAAN CHAL PARAY
taaq apne mahaJir liye quran chal pare
aur quaid e millat bhi chalay honay ko qurban
ae quaid e azam tera ahsaan hai ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
naqsha badal ke rakhdiya is mulk ka tunay
SAAYA tha mohammad ka ALI KA tere sarr pe
duniya se kaha tunay koi HUM SE NA ULJHAY
likha hai is zamee pe shaheedon ne lahu se
azad hain azad rahein gay yeA musalmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
hai aaj tak hamein woh qayamat ki gharee yaad
mayat pe tere cheekh ke humne jo kee faryad
boli yeh teri rooh na samjho ise bezaar
Islam zinda hota hae har karbala ke baad
Islam zinda hota hae har karbala ke baad
Dar waqt parhe mulk pe hojaaeye qurban
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
yuun dee hamein aazadi ke duniya huee hairaan
ae quaid-e-azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
 
  • Like
Reactions: Taunsvi

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Maon ki dua, puri hoi

Maon ki dua, puri hoi, aur hammein.
itni pyaari, duniya mein, ghar mil gaya.
allah ka ahsaan hai, humara pakistan hai.

hum aan, hum shaan, hum iski jaan hai, hum pakistan hai.

har ek lamha iski khatir kaam karna hai, duniya mein ab roshan iska naam karna hai. (2)

hum aan...

waqt pare do iski khatir har dukh sahlenge, jaan labbo par aajae do phir bhi kahdenge. (2)

hum aan...

khwaap hai ek baal ka aur keid ki omang, jeevan sang laggaye rakhna iski har lagan. (2)

hum aan...

Maon ki dua, puri hoi, aur hammein.
itni pyaari, duniya mein, ghar mil gaya.
allah ka ahsaan hai, humara pakistan hai.

hum aan..........​
 
Top