Naakhun(nails) Barhana Kesa Hai ?

  • Work-from-home

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
wa iyyak
bhai farhan bhai ka dia hua numer sahi nahi tabhi to mods ne meri di gai ref se usko edit kia aur ab jab apne hadees share ki tab bhi farhan bhai ka number galat hi tehra

kher mera maqsad meri pehli post se hi wajeh hy my ne saaf taur par kaha hy k my galat hun to muje sahi karo aur muje kabi b meri galati se rujoo hone me jhijak nahi hogi in sha Allah

shukria
Assaalam....
haan wae tu kehraha... mods ko check kerna chahiye or bht ehtiat sey kaam leyna chahiye.
JAZAKALLAAH
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalaamu alaikum doston is waqt humaare paas jo dalaaiyl maujood hain wo kuch youn hain ke
Mohsin bhai ke diye hawale ke mutabiq 10 fitraton wali hadeeth ka number 261 hai aur Farhan bhai ke mutabiq
604 jabke Muslim bhai ke mutabiq 604 wali hadeeth per jo ke Abu umama radiallahanhu se riwayat hai
mein 5 fitraton ka bayan hai jiska unhone page bhi peish kiya hai mazeed @sherry2112 brother ne bhi
jo 10 fitraton ke bayaan wali hadeeth peish ki usme bhi hawala wahi diya hai jo ke Mohsin bhai
ne peish kiya huwa hai lihaza yahan ye baat saamne aaiy hai ke
10 fitraton ke bayan wali hadeeth @Iceage-TM ka hawala

Muslim, Hadees#604, Kitab ut Taharat, baab:Sunnat baaton ka bayan

ye wali nahin kyunke ye hawala Mohsin bhai ne bhi hadeeth ka number 261 aur sherry bhai ne bhi de kar likha hai
so in baaton se faisla ye nikalta hai ke Iceage-tm brother ne jo hadeeth peish ki wo sahi thi
lekin hawaala unhone theek se nahin jiski wajeh se ghalat fehmi ki shuruaat huwi phir


اللہ سبحانہ وتعالى نے اپنے نبى صلى اللہ عليہ وسلم اور ان كى امت كے ليے فطرتى سنتيں مشروع كى ہيں، جو كہ عائشہ رضى اللہ تعالى عنہا كى درج ذيل حديث ميں بيان ہوئى ہيں:
عائشہ رضى اللہ تعالى عنہا بيان كرتى ہيں كہ رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" دس چيزيں فطرت ميں سے ہيں: مونچھيں كاٹنا، داڑھى بڑھانا، اور مسواك كرنا، اور ناك ميں پانى چڑھانا، اور ناخن كاٹنا، انگليوں كے پورے دھونا، اور بغلوں كے بال اكھيڑنا، اور زيرناف بال مونڈنا، اور پانى سے استنجا كرنا "
زكريا رحمہ اللہ كہتے ہيں: مصعب كہتے ہيں كہ ميں دسويں بھول گيا ہو سكتا ہے وہ كلى كرنا ہو"
صحيح مسلم حديث نمبر ( 261 ).

"Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ne 10 cheezon ko fitrat mai shumar kia hai, un mai se 1 naakhun tarashna b hai"

(Muslim, Hadees#604, Kitab ut Taharat, baab:Sunnat baaton ka bayan, Ravi: Ayesha Razi Allahu Anha)

'A'isha reported:
The Messenger of Allah (may peace be npon him) said: Ten are the acts according to fitra: clipping the moustache, letting the beard grow, using the tooth-stick, snuffing water in the nose, cutting the nails, washing the finger joints, plucking the hair under the armpits, shaving the pubes and cleaning one's private parts with water. The narrator said: I have forgotten the tenth, but it may have been rinsing the mouth.
حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ بْنُ سَعِيدٍ، وَأَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ وَزُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ قَالُوا حَدَّثَنَا وَكِيعٌ، عَنْ زَكَرِيَّاءَ بْنِ أَبِي زَائِدَةَ، عَنْ مُصْعَبِ بْنِ شَيْبَةَ، عَنْ طَلْقِ بْنِ حَبِيبٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ الزُّبَيْرِ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ عَشْرٌ مِنَ الْفِطْرَةِ قَصُّ الشَّارِبِ وَإِعْفَاءُ اللِّحْيَةِ وَالسِّوَاكُ وَاسْتِنْشَاقُ الْمَاءِ وَقَصُّ الأَظْفَارِ وَغَسْلُ الْبَرَاجِمِ وَنَتْفُ الإِبْطِ وَحَلْقُ الْعَانَةِ وَانْتِقَاصُ الْمَاءِ ‏"‏ ‏.‏ قَالَ زَكَرِيَّاءُ قَالَ مُصْعَبٌ وَنَسِيتُ الْعَاشِرَةَ إِلاَّ أَنْ تَكُونَ الْمَضْمَضَةَ ‏.‏ زَادَ قُتَيْبَةُ قَالَ وَكِيعٌ انْتِقَاصُ الْمَاءِ يَعْنِي الاِسْتِنْجَاءَ
Reference : Sahih Muslim 261a
In-book reference : Book 2, Hadith 71
USC-MSA web (English) reference : Book 2, Hadith 502
so aap chaaron ke share karda hawaale mene yahaan bhi peish kiye jisse ye baat waazeha ho gaiy hai ke
Farhan bhai ki shared hadeeth sahi hai lekin hawala ghalat diye hain is baat ka saboot Muslim brother
Sherry brother aur Mohsin brother ke posts hain aap teenon ka yahaan aa kar wazahat karne ka mashkoor hoon
aur eik aakhri baat kahunga ke aaiynda dhiyan rakhna chahiye hadeeth ke mutabiq sharing ke waqt
aap sub ko bohot dhiyan rakhna chaahiye kyunke hadeeth ka muamla koi aur aam sa thread nahin
balke hadeeth ALLAH ke Rasool alaehe salam ke farman ka naam hai jinke mutabiq ghalat baat karne
ka anjaam aap subko bhi pata hai mazeed yahan bhi ikhtilaaf hone lagta hai
...@Dawn @hoorain @*Muslim* @i love sahabah @sherry2112 @Iceage-TM .[DOUBLEPOST=1360608439][/DOUBLEPOST]Assalaamu alaikum doston is waqt humaare paas jo dalaaiyl maujood hain wo kuch youn hain ke
Mohsin bhai ke diye hawale ke mutabiq 10 fitraton wali hadeeth ka number 261 hai aur Farhan bhai ke mutabiq
604 jabke Muslim bhai ke mutabiq 604 wali hadeeth per jo ke Abu umama radiallahanhu se riwayat hai
mein 5 fitraton ka bayan hai jiska unhone page bhi peish kiya hai mazeed @sherry2112 brother ne bhi
jo 10 fitraton ke bayaan wali hadeeth peish ki usme bhi hawala wahi diya hai jo ke Mohsin bhai
ne peish kiya huwa hai lihaza yahan ye baat saamne aaiy hai ke
10 fitraton ke bayan wali hadeeth @iceage-tm ka hawala

Muslim, Hadees#604, Kitab ut Taharat, baab:Sunnat baaton ka bayan

ye wali nahin kyunke ye hawala Mohsin bhai ne bhi hadeeth ka number 261 aur sherry bhai ne bhi de kar likha hai
so in baaton se faisla ye nikalta hai ke Iceage-tm brother ne jo hadeeth peish ki wo sahi thi
lekin hawaala unhone theek se nahin jiski wajeh se ghalat fehmi ki shuruaat huwi phir


اللہ سبحانہ وتعالى نے اپنے نبى صلى اللہ عليہ وسلم اور ان كى امت كے ليے فطرتى سنتيں مشروع كى ہيں، جو كہ عائشہ رضى اللہ تعالى عنہا كى درج ذيل حديث ميں بيان ہوئى ہيں:
عائشہ رضى اللہ تعالى عنہا بيان كرتى ہيں كہ رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" دس چيزيں فطرت ميں سے ہيں: مونچھيں كاٹنا، داڑھى بڑھانا، اور مسواك كرنا، اور ناك ميں پانى چڑھانا، اور ناخن كاٹنا، انگليوں كے پورے دھونا، اور بغلوں كے بال اكھيڑنا، اور زيرناف بال مونڈنا، اور پانى سے استنجا كرنا "
زكريا رحمہ اللہ كہتے ہيں: مصعب كہتے ہيں كہ ميں دسويں بھول گيا ہو سكتا ہے وہ كلى كرنا ہو"
صحيح مسلم حديث نمبر ( 261 ).

"Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ne 10 cheezon ko fitrat mai shumar kia hai, un mai se 1 naakhun tarashna b hai"

(Muslim, Hadees#604, Kitab ut Taharat, baab:Sunnat baaton ka bayan, Ravi: Ayesha Razi Allahu Anha)

'A'isha reported:
The Messenger of Allah (may peace be npon him) said: Ten are the acts according to fitra: clipping the moustache, letting the beard grow, using the tooth-stick, snuffing water in the nose, cutting the nails, washing the finger joints, plucking the hair under the armpits, shaving the pubes and cleaning one's private parts with water. The narrator said: I have forgotten the tenth, but it may have been rinsing the mouth.
حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ بْنُ سَعِيدٍ، وَأَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ وَزُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ قَالُوا حَدَّثَنَا وَكِيعٌ، عَنْ زَكَرِيَّاءَ بْنِ أَبِي زَائِدَةَ، عَنْ مُصْعَبِ بْنِ شَيْبَةَ، عَنْ طَلْقِ بْنِ حَبِيبٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ الزُّبَيْرِ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ عَشْرٌ مِنَ الْفِطْرَةِ قَصُّ الشَّارِبِ وَإِعْفَاءُ اللِّحْيَةِ وَالسِّوَاكُ وَاسْتِنْشَاقُ الْمَاءِ وَقَصُّ الأَظْفَارِ وَغَسْلُ الْبَرَاجِمِ وَنَتْفُ الإِبْطِ وَحَلْقُ الْعَانَةِ وَانْتِقَاصُ الْمَاءِ ‏"‏ ‏.‏ قَالَ زَكَرِيَّاءُ قَالَ مُصْعَبٌ وَنَسِيتُ الْعَاشِرَةَ إِلاَّ أَنْ تَكُونَ الْمَضْمَضَةَ ‏.‏ زَادَ قُتَيْبَةُ قَالَ وَكِيعٌ انْتِقَاصُ الْمَاءِ يَعْنِي الاِسْتِنْجَاءَ
Reference : Sahih Muslim 261a
In-book reference : Book 2, Hadith 71
USC-MSA web (English) reference : Book 2, Hadith 502
so aap chaaron ke share karda hawaale mene yahaan bhi peish kiye jisse ye baat waazeha ho gaiy hai ke
Farhan bhai ki shared hadeeth sahi hai lekin hawala ghalat diye hain is baat ka saboot Muslim brother
Sherry brother aur Mohsin brother ke posts hain aap teenon ka yahaan aa kar wazahat karne ka mashkoor hoon
aur eik aakhri baat kahunga ke aaiynda dhiyan rakhna chahiye hadeeth ke mutabiq sharing ke waqt
aap sub ko bohot dhiyan rakhna chaahiye kyunke hadeeth ka muamla koi aur aam sa thread nahin
balke hadeeth ALLAH ke Rasool alaehe salam ke farman ka naam hai jinke mutabiq ghalat baat karne
ka anjaam aap subko bhi pata hai mazeed yahan bhi ikhtilaaf hone lagta hai
...@Dawn @hoorain @*Muslim* @i love sahabah @sherry2112 @Iceage-TM .
 
  • Like
Reactions: sherry2112

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
Asalam o alikum to all muslims
@Iceage-TM @sherry2112 @S_ChiragH @*Muslim* @Dawn

Brother mery khayal se hadees ka jo hawala diya jata hay ya hadees no hota hay wo different ho sakta hay.
Farhan bahi ne jo hawala diya os main bi hadees no ka farq hay aor wo online version main ya pdf main ho sakta hay.
Muslim bahi ne jo page diya shayed wo ALLAMA DAWOOD RAAZ ya ALLAMA WAHEED UZ ZAMAN sahib ki muslim ki sharah hay aor ho sakta hay wahan es no pe na ho jo farhan bahi ne ya mien ne hawala diya hay lakin es ka ye matlab to nien hay k farhan bahi ne jo hadees bayan ki wo ghalat ya mie ne jo hawala diya wo muslim bahi ki book mie os no pe na hony ki wajah se ghalat ho.
agar ye hadees muslim shareef mai na hoti ya ghalat bayan ki gyi hoti to itraaz banta tha k hawala ghalt hay lakin sirf no ghalat hony ki wajah se itraaz karna sahi nien.
Muslim bahi ne kaha k ye hadees muslim shareef ki ksi jagah 604 no pe dekha dian to brother mujhy es aik rewayat k online kai different no mily hain.
ye dekhye.
yahan ye aik arabic online version pe hadees no 389 hay.
muslim 1.jpg

Es English version main yehi hadees 502 pe pahunch gyi.
muslim 2.jpg
ye aik aor Arabic version main hadees no 627 hay.
muslim 3.jpg
Ab ye 3 different online versions hain muslim shareef k jahan itna farq hay aor pehly jo mie ne hawala diya tha wo 261 tha.
es liye laazmi nien hay k jo hadees no likh diya gya ho wohi asal no mily book mie...
Muslim bahi laazmi nien k jo no likha ho wohi aap k pass jo book hay os main osi no pe mily.
Farhan bahi se bhi kahun ga k ayenda aehtyaat keejye ga hawala dety waqt aor hadees no likhty waqt.
 

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
JAZAKALLAH khairaan mufeed sharing
Stay BleSS
 
Top