My Fav Poetry..

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Bs kro...................:mad:
ma jb boht choti thi tb se suni huvi hai ma ne..............


array maine khud likhi hai apne khobsorat haaton se
kaise yaqeen dilaon
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Bs kro...................:mad:
ma jb boht choti thi tb se suni huvi hai ma ne..............
bass kyun karun maine itni mehnat se puri puri raat soch soch ker likhi hai or tum log keh rhe ho ke suni hoi hai aisa thori hota hai
kisi ki mehnat ko is tarha zaya nhi kya jata
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
U ne mehnat ki ho to mane na........


bass kyun karun maine itni mehnat se puri puri raat soch soch ker likhi hai or tum log keh rhe ho ke suni hoi hai aisa thori hota hai
kisi ki mehnat ko is tarha zaya nhi kya jata
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
U ne mehnat ki ho to mane na........
ki to haiiiiiiiiiii pehle maine yeh poetry yaad ki phir uske bad poetry section main aya or uske baad new thread pe click kya or uske bad yeh poetry puri ki puri maine khud apne haaton se type ki or uske baad itni thakan ke bawajod submit the thread per click kya yeh mehnat nahi to or kya hai phir?
 
Top