Mohabbat karne ke baad koyi kehta hai
mujhe mohabbat se dar lagta hai…..
ankho se neende churane ke baad koyi kehta hai
mujhe mohabbat se dar lagta hai…
aapni sanse kisi aur ke karne baad koyi kehta hai
mujhe mohabbat se dar lagta hai….
Kaisa hai wo diwana jo ye janta bhi nahi
Ke uski mohabbat ke sarare hi woh jeeta hai….
Dard toh har waqt saath rehta hai zindagi mein Par wo
aapni mohabbt ki baho mein hi khushyo ka ghar dundta hai….
Koyi kehta hai usse mohabbat mein zkham milta hai
Kya kabhi usne sikhayat ki ke teri harkato se usse dard milta hai?
Ajeeb skhs hai mohabbat se mohabbat karke kehta hai
Mujhe mohabbat se dar lagta hai….
HEENA KHAN