miley kaisey sadiyon ki pyass or pani'zra phir se kehna
bari dil ruba hai ye sari kahani'zra phir se kehna
kahan se chala tha judai ka saya nahe dekh paya
ki rastey main thi aansoon ki rwani' zra phir se kehna
hawa ye khaber tu sunati rahey or main sunta rahon
badelney ko hai ab ye mousam khizani' zra phir se kehna
mukar janey wala kabhe zindagi main khushi phir na paey
yunhi khatam ker lain chalo ye kahani'zra phir se kehna
samey ke samander!kaha tu ne jo bhe suna per na samjhe
jawani ki nadi main tha teez pani'zra phir se kehna