Mijazi Khuda ?

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
hmmmm sahi kaha
I don't remember mainny kahan prha pr aisa prha tha k Pakistani aur muslim ki definition alag hy :s
agr ab isko sahi ma'no myn smjha jye to mtlb yehi niklta hy k hmny islam ko apni mrxi se edit kr k apnaya hua hy .. firqy aur phr ulaad ki trbiyat myn frq like society k mutabiq uski mentality bnyi jati hy ... hmny islam ko apni mrxi myn dhal k apnaya hua hy ...
Haan ye to khair jahiliyat hy..is sab may I believe ziada kasur khud aurton ka hy jaise jo sb aik ne face kia hota hy wohi next baqio ki training may shamil krti hain...ye nhi kartin k agar aik k sath na insafi hui hy ..to un aadton ko apni next generation may apne baito may na aane diya jaye..har rishte k hawale se larke larki dono ki musbat tarbiyat ki jani chahiye...
lakin is k opposite hota hy boys ki training may usually wohi aata hy jo father ne kiya ho aur girls ya to bilkul hi negative minded rehti hain ya phir over react krna shuroo ho jati hain jo married life k liye nuqsan de hay....trends traditions etc ko chor k tarbiat sadgi se ki jani chahiye jaise islammay sikhaya gya hay. Bohat respect hy is relation ki.usually jb may prophet Muhammad (PBUH) ki life may is rishte k hawale se koi waqya parhti ya sunti hun to ajeb si satisfaction feel hoti equality aur respect parh k..
 
Top