Mareekh(mars) Per Zindagi Kesi Hogi? :o

  • Work-from-home

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
wow.. beautiful sharing Bro... very informative..
thy got resources to do what we the Muslims wr doing a few centuries ago and what we r suppose to do .. we got talent but no resources..
thanks fro sharing :)
 
  • Like
Reactions: Shiraz-Khan

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
mujhy nahn lagta k mars pe rehna mumkin he /:)
jab space me rehna mumkin he to Mars par kyun nahi.. Moon ki plotting shuroo ho gyee he.. aur Scientists ne to kafi research kar li he ab tak Mars par.. so why not...
 

Masoom_girl

~ ʍɑno BɨLii ~ :P
Super Star
Mar 17, 2013
9,456
2,952
263
Neptune :p
jab space me rehna mumkin he to Mars par kyun nahi.. Moon ki plotting shuroo ho gyee he.. aur Scientists ne to kafi research kar li he ab tak Mars par.. so why not...
Space se wapis ane ke bad kabhi halat dekhe he unke ? /:)
ALLAH ne hadein muqara ke huye hen insan us se agey nahn ja skta wese he mars pe or dosre planets pe rehna mumkin nahn he =
 
  • Like
Reactions: Shiraz-Khan

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Space se wapis ane ke bad kabhi halat dekhe he unke ? /:)
ALLAH ne hadein muqara ke huye hen insan us se agey nahn ja skta wese he mars pe or dosre planets pe rehna mumkin nahn he =
shayad aap sehi keh rahi hon gi.. magar Allah ne insani aqal ki aisee koi Had muqarar nahi ki he.. balke farmaya ke he Explore karo.. wese kuch arsa pehly aisee bahut si baten thin jo ke Na-mumkin lagti thin.. magar aaj wo reality hen.. so yeh b ek din ho jaey ga.. :)
 
  • Like
Reactions: Masoom_girl
Top