Main akhri jang lar raha hon mujy duaon main yad rakhna

  • Work-from-home

Ar!yaN

Banned
Jan 19, 2009
1,673
456
0
Pakistan
Shiksta khawb o shakista paa hon mujy duaon main yad rakhna
Main akhri jang lar raha hon mujy duaon main yad rakhna

Hawaien pegham dy gui hain k muj ko darya bula raha hy
Main baat sari smjh gaya hon mujy duaon main yad rakhna

Mujy azezan-e man! Mohbat ka koui bhi tajrba nhi hy
Main is safr main naya naya hon mujy duaon main yad rakhna

Mujy kisi sy bhalai ki ab koui tawaqa nhi hy!'''''!
Main adtan sab keh raha hon mujy duaon main yad rakhna.
 
Top