maazrat ke saath

  • Work-from-home

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
bechaargi me had se guzar jaana chahiye
susraaliyoun se aank na milaana chahiye
ik din tumhaare abba ne deki meri sihat
kehne lage ke miyaan khaana khana chahiye
pehle to mujhe paani se ilargi thi per aub
dheke na kahain saas roz nahaana chahiye
shempo pe shempo laaye magar kuch na ban saka
aub larhkiyoun sa maik up aazmana chahiye
mangni ke baad phone pe kehne lagi hamain
aub larhkiyoun se apna dil bachaana chahiye
aathe ho billa naagha mere gar yeh b suno
abba ke saamne bait ke sharmaana chahiye
kehne lagi ke phone pe aub izhaar nahi karna
gar baito internet pe kul ke aana chahiye
karain to kya karain k bahot muhtaram hai woh
kehti hai imran aub tu sodhar jaana chahiye
 
Top