Asslam O Alaikum..!!
kaisay hy sab ??
aaj kal ka zamana bht fast ho gaya hy
1st zamnay main tu shadi k baad hi pyar hota tha
but aaj kal net mobile yeh sab aa gaya hy
MMS ... AUR CHATTING k through communication hoti hy..
tu kiya aapko lagta hy k net ya mobile k zariye bhi pyar ho sakta hy
agar nahi ho sakta tu q ?
agar ho sakta hy tu kaisay ?
ek baat aur woh yeh k agar ho jae tu us main kitni sachai hoti hy as compare to that love jo real main hota hy
ya asaan rasta jawab ka k pyar vyar hota hi nahi hy