Life Stages And Attitude(question Of The Week! (10th September 2012)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ab mood kharab karne ki gurantee mai to nahi leisakta.....jab mazaq mei dare di gae thi to mai bhi mazaq mei dant nahi sakta kia......
yeh mera fault nahi..unka fault hai....
sabar rakhein..apki bari bhi aegi...
daikha baaton se to lag rha hay aap ne dare ko mazaq may nhi liya,,,dare ko mind kiya
waise ye dare aaj se pehle bhi bohat baar di ja chukki hay i think pichle dno detective sis ne bhi complete ki thi tab to aise nhi hua tha ab q:-?
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810

woh new member hein...un par bhi thori bht akar dikahe hein kahi jagah...unke saath bhi hisab barabar kiya hai maine...
o_O
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
pitaye kyon? :-?
kaam hi pitayi waale hain :p
aaram se rha karain inne bhi angry young man na baney /:)
waise aagey peeche to theek hota hay aapka rawaiya i like that
magar aaj muje bhi feel hua aap kuch ziada strict ho gaye which should be avoided :)
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
kaam hi pitayi waale hain :p
aaram se rha karain inne bhi angry young man na baney /:)
waise aagey peeche to theek hota hay aapka rawaiya i like that
magar aaj muje bhi feel hua aap kuch ziada strict ho gaye which should be avoided :)
but pher bhi..pitaye kon karega...kisi ki itni himmat /:)
kaha ka angry young man....
no worries.....she knows my nature...haan ab direct koi new member ho to i avoid :)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
but pher bhi..pitaye kon karega...kisi ki itni himmat /:)
kaha ka angry young man....
no worries.....she knows my nature...haan ab direct koi new member ho to i avoid :)
main karungi ya aunty se karwaungi warna aik aur bhi hay jis se karwa sakti hun ahem ahem :p
khair ab main kia kahun,,meko pta hay aap samajh rhe hain jo main keh rhi hun

Anywayz {(popcorn)}
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
main karungi ya aunty se karwaungi warna aik aur bhi hay jis se karwa sakti hun ahem ahem :p
khair ab main kia kahun,,meko pta hay aap samajh rhe hain jo main keh rhi hun

Anywayz {(popcorn)}
ahem ahem samjh agia
next line samjh nai ae..
pm kardein......:-?
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
MASHA ALLAH :-bd
u perfectly got my question ,,,aur bohat detail se nicely jawab diya..
last two stages to main bhi daikh chukki hun aap may :p
ALHAMDULILLAH :)
stay blessed n happy {()|asf
Hehehe thank u sis:D
wese baqi sab k answer kyun nai aaye abi tak???{}{78iu n how abt ur own self??:p
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Hehehe thank u sis:D
wese baqi sab k answer kyun nai aaye abi tak???{}{78iu n how abt ur own self??:p
oh maira meko yaad hi nhi rha :p
main kar dungi kuch dair may INSHAALLAH!

baqi sabko sawal samajh nhi aaya ;))[DOUBLEPOST=1347761819][/DOUBLEPOST]
okay waqas ki baaji :p...
take care ..Allah Hafiz ..& FI-Amanillah
dont call me baajiiiiiiiiiiiiiiii {(blame)}
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
oh maira meko yaad hi nhi rha :p
main kar dungi kuch dair may INSHAALLAH!

baqi sabko sawal samajh nhi aaya ;))[DOUBLEPOST=1347761819][/DOUBLEPOST]
dont call me baajiiiiiiiiiiiiiiii {(blame)}
m waiting for ur reply sis;;)
baqion ko pass mere aur aap jesa dimagh jo nai:p so no worries
just joking:)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
m waiting for ur reply sis;;)
baqion ko pass mere aur aap jesa dimagh jo nai:p so no worries
just joking:)
[DOUBLEPOST=1347850171][/DOUBLEPOST]

aap se kaafi milti julti changes aayi hain meki nature may :p
School may jab thi kaafi serious ,,tanhayi pasand kitabi keera,, g g,acha g karne waali sabki bata manne waali chup rehne waali larki thi issi liye relatives teachers,neighbors may bhi sab bohat pasand karte thay metric to VIp perosnality rhi hun family ki ;;),,mazhab k bhi bohtat qareeb rhi
Phir metric may thori shrarti ho gai ziada bolne lag gai thori thori band bjani shuroo kar di ,,nayi nayi dishes bnane ka bhi shauq hua ,,behan bhaio se lraiyna bhi shuroo ho gai thoro bohat zid bhi karne laggi,,,tab school may moody,aur proud samajhne laggi thi kuch larkiyan aur maire se dati thi :s
college may life bz ho gai time nhi milta tha kisi chez ka college se ghar phir acadmy ghar a ak kitchen ya Tv is doran bhi VIP ban gai q k chup rehti thi wo to majburi thi time nhi hota tha na :p to about inter tak maine as a VIP personality bohat saiwa karwayi hay :p
BA may to tauba kaano ko haath lgate sab itna bolti thi main,,hala k private BA kiya ghar pe hoti saara time aur sab ne kehna log baahir ja k khrab hote hain tum jab se ghar rehne laggi ho tab se khrab ho gai :p
bohat sar khaati sabka,,jo mood hota wohi karti ,,kabhi kitchen may shaur mcha rhe hain kabhi chaat pe sara din bas skaun nhi meri jaan ko :p bhaio ko bohat tang kiya hay us doran,,phir bhaibhi k aane k baad to meko paanchon ghee may ;) unko saath mila k har oout patang kaam kiya maine,,even k tyar ho k modeling bhi :-ss roz new new makeup looks try karni ultey seedhe hair styles ,,nayi nayi cheezain ,,but wo arsa best period hay meri life ka,,,q k maien life ko khul k enjoy kiya har tara se
phir TM pe bhi enjoy kiya aap k saamne hay wo sab shuroo may yahan bohat ziada careless larne ki shauqeen leg pulling meri hobby thi :p
actually net jab use karna shuroo kiya to muje sirf larne may hi maza aata tha ,,yahan bhi games bohat kheli lraiyan ki tika tika k sabko jawab deti :p k muje konsa yahan rehna hay,,
phir aahistaa hista yahan bhi thori masrufiyat ho gai jab mba may admissio liya aur online hi parhn tha to saath saath idhar rehti to TM maire liye university cafe ,,niversity ground,universityclass room bohat kuch saabit hua :p,,thori si sanjeedgi thori emotional attachment hui kuch members se to sincere hona parra :p
khair moqa to ab bhi zaaya nhi karti larne ka ;)) Real life ab TM life se bohat mukhtalif hay,,bohat sanjeeda, koi halla gulla nhi,,,tanhayi pasand pehli phase waali khamoshi ,,magar ab utni farmabardar nhi hun,,ziddi bhi hun shayed aur blunt bhi,,,mushahida karne,,cheezon pe achi tara info laine,,ghaur se batain samajhne ki taraf aayi hun,,jaldi satisfy nhi hoti kisi ki baaton pe ,,jab tak khud tasalli na kar lun,, :s
But sab theek hi hay ALHAMDULILLAH
The only thing i learnt from all these stages hum kisi bhi halat may kisi bhi stage pe ya koi bhi nature k hon sab log hum se khush kabhi nhi ho saktey ,,sirf ALLAH ko raazi rakhna chahiye baqi sab set hay ;)
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
wow nice journey Hoor sis:D parh k maza aaya
i think it is natural k jab hum round 20's hotay hain tou maturity khud hi aane lagti hai, however, kuch bacche tou shurooh se hi observation karne wale aur khamosh hotay hain. aur kuch tou burhapay tak jolly aur fun pasand hotay hain.
but i think hamen apna bachpana hamesha zinda rakhna chaiye, mean samajhdaar b hona chaiye per saath main hasi mazaq, shughal hona chaiye taa k zindagi ka rung kum na ho. i try my best per shayed routine hi esi ho gai hai k kisi se ziyada baat karne ka mauqa nai milta aur fir yahan k tou ab aksar halaat hi ese ho gaye hain k har doosre din naya hungama.
agar college ya uni hoti tou shayed ese nai hota coz frnds k saath tou fun chalta hi hai but abi wo b nai , sirf ek tm hi bachta hai jahan main regularly aati hoon........
anyways, nice to read ur reply:) stay blessed
 
true :)
thanx nellu {()|asf
 
NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
[DOUBLEPOST=1347850171][/DOUBLEPOST]
aap se kaafi milti julti changes aayi hain meki nature may :p
School may jab thi kaafi serious ,,tanhayi pasand kitabi keera,, g g,acha g karne waali sabki bata manne waali chup rehne waali larki thi issi liye relatives teachers,neighbors may bhi sab bohat pasand karte thay metric to VIp perosnality rhi hun family ki ;;),,mazhab k bhi bohtat qareeb rhi
Phir metric may thori shrarti ho gai ziada bolne lag gai thori thori band bjani shuroo kar di ,,nayi nayi dishes bnane ka bhi shauq hua ,,behan bhaio se lraiyna bhi shuroo ho gai thoro bohat zid bhi karne laggi,,,tab school may moody,aur proud samajhne laggi thi kuch larkiyan aur maire se dati thi :s
college may life bz ho gai time nhi milta tha kisi chez ka college se ghar phir acadmy ghar a ak kitchen ya Tv is doran bhi VIP ban gai q k chup rehti thi wo to majburi thi time nhi hota tha na :p to about inter tak maine as a VIP personality bohat saiwa karwayi hay :p
BA may to tauba kaano ko haath lgate sab itna bolti thi main,,hala k private BA kiya ghar pe hoti saara time aur sab ne kehna log baahir ja k khrab hote hain tum jab se ghar rehne laggi ho tab se khrab ho gai :p
bohat sar khaati sabka,,jo mood hota wohi karti ,,kabhi kitchen may shaur mcha rhe hain kabhi chaat pe sara din bas skaun nhi meri jaan ko :p bhaio ko bohat tang kiya hay us doran,,phir bhaibhi k aane k baad to meko paanchon ghee may ;) unko saath mila k har oout patang kaam kiya maine,,even k tyar ho k modeling bhi :-ss roz new new makeup looks try karni ultey seedhe hair styles ,,nayi nayi cheezain ,,but wo arsa best period hay meri life ka,,,q k maien life ko khul k enjoy kiya har tara se
phir TM pe bhi enjoy kiya aap k saamne hay wo sab shuroo may yahan bohat ziada careless larne ki shauqeen leg pulling meri hobby thi :p
actually net jab use karna shuroo kiya to muje sirf larne may hi maza aata tha ,,yahan bhi games bohat kheli lraiyan ki tika tika k sabko jawab deti :p k muje konsa yahan rehna hay,,
phir aahistaa hista yahan bhi thori masrufiyat ho gai jab mba may admissio liya aur online hi parhn tha to saath saath idhar rehti to TM maire liye university cafe ,,niversity ground,universityclass room bohat kuch saabit hua :p,,thori si sanjeedgi thori emotional attachment hui kuch members se to sincere hona parra :p
khair moqa to ab bhi zaaya nhi karti larne ka ;)) Real life ab TM life se bohat mukhtalif hay,,bohat sanjeeda, koi halla gulla nhi,,,tanhayi pasand pehli phase waali khamoshi ,,magar ab utni farmabardar nhi hun,,ziddi bhi hun shayed aur blunt bhi,,,mushahida karne,,cheezon pe achi tara info laine,,ghaur se batain samajhne ki taraf aayi hun,,jaldi satisfy nhi hoti kisi ki baaton pe ,,jab tak khud tasalli na kar lun,, :s
But sab theek hi hay ALHAMDULILLAH
The only thing i learnt from all these stages hum kisi bhi halat may kisi bhi stage pe ya koi bhi nature k hon sab log hum se khush kabhi nhi ho saktey ,,sirf ALLAH ko raazi rakhna chahiye baqi sab set hay ;)
In short aap kafi shaki, wehmi, bal ki khal utaareny wali ho gye hein...!! yeh mein keh raha yeh 6feet lamba essay keh raha hai ...........!! mein ne bus brief kya hai ..................!! :D
 
Top