yr main subah nashta b khob pait bhar ke kya tha
dopher ko lunch b kya
shaam ko chai b pee li thi with biscuts
or raat ko to khana khane ke bad bahar se mong phaliyan b pait bhar ker khayi thi
lekin pta nhi kyun pait main itna dard horha hai
aisa lag rha hai jaise koi kaam tha or woh maine kya nahi