Kahaawat

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
ok so is kahawat ko kis reference may use kar sakte hain. I understand k nabeena nay aysa kiun kaha laykin is kahawat ka apna kia sense hai ?

And again great topic.

I think hamaray culture may aksaar kahwatein, rasmwaaat or "Baroo ki batein" accidental hoti hain. Hum log chotay bacho ko ya apne say choto ko kuch bhi bol dete hain or bachay apne say baray ki kahi hoi baat par sari zindagi amaal karte hain (kiun k un ki tarbiyaat ayse hi ki jati hai) to I think zada tar kahawatein/rasmwaat/"baroo ki batein" ayse hi shuru hoti hain.

Laykin kuch batein bahut faiday mand or souchne wali bhi hoti hain. Chahe un ka janam bhi accidental tareeqay say kiun na howa ho.
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ok so is kahawat ko kis reference may use kar sakte hain. I understand k nabeena nay aysa kiun kaha laykin is kahawat ka apna kia sense hai ?

And again great topic.

I think hamaray culture may aksaar kahwatein, rasmwaaat or "Baroo ki batein" accidental hoti hain. Hum log chotay bacho ko ya apne say choto ko kuch bhi bol dete hain or bachay apne say baray ki kahi hoi baat par sari zindagi amaal karte hain (kiun k un ki tarbiyaat ayse hi ki jati hai) to I think zada tar kahawatein/rasmwaat/"baroo ki batein" ayse hi shuru hoti hain.

Laykin kuch batein bahut faiday mand or souchne wali bhi hoti hain. Chahe un ka janam bhi accidental tareeqay say kiun na howa ho.
Topic Pasand karne k liay thanx.
This kahawat can be used for the things which are pretty difficult to understand or difficult thing to do .

Beshak in mein se aksar accidental hotay hain lakin woh aik misaal ban jatay haiN aur phir kahawat kay tor par istmaal kiay jatay hain.
 
Top