Jo Chalay To Jaan Se Guzar Gaye

  • Work-from-home

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213

Na ganwa’o navak-e-neemkash, dil-e-reza reza ganwa diya

jo bache hein sang sameit lo, tan-e-daagh daagh lutaa diya

mere chaaragar ko naveed ho, saf-e-dushmana ko khabar karo

woh jo qarz rakhtay thay jaan par wo hisaab aaj chuka diya

karo kaj jabeen pe sar-e-kafan, mere qaatilon ko gumaan na ho

ke ghuroor-e-ishq ka baankpan, pas-e-marg hum ne bhula diya

udher ek harf ki kushtni, yahan laakh uzr tha guftni

jo kaha to sun ke urda diya, jo likha to parh ke mita diya

jo rukay to koh-e-garan thay hum, jo chalay to jan se guzar gaye

raah-e-yaar hum ne qadam qadam, tujhe yaadgaar bana diya

~Faiz Ahmad Faiz~
 
ahmadcameron

Newbie
Jan 14, 2019
7
9
3
Bahadur Shah Zafar ki zamiin mein hai ye Faraz Sahab ki ghazal....pahli baar parhi aur fauran Zafar yaad aye

pas-e-marg mere mazar par jo diya kisi ne jala diya
usey a'ah daman e da'gh ne sar e sham hi se bujha diya

main ne dil diya, maine ja'an di; magar a'ah tu ne na qadr ki
kisi ba'at ko jo kabhi kaha, usey chutkiyon mein ur'a diya

kaha namabar ne jawab do, khat-e-shauq-e-a'aqshiq-o-zaar ka
vahin khat ko a'ag mein dal kar, kaha kyun khat ko jala diya

mujhey dafn kar chuko jis ghari, to ye ja ke kahna sun O pari
vo jo tera ashiq-e zar tha, tah e kha'aq us ko daba diya
 
  • Like
Reactions: maya22 and ujalaa

wahhhh bht khoobsurat aap ka zhoq e shariy bht umda hai keep visiting & keep sharing
 
Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Na ganwa’o navak-e-neemkash, dil-e-reza reza ganwa diya
jo bache hein sang sameit lo, tan-e-daagh daagh lutaa diya
mere chaaragar ko naveed ho, saf-e-dushmana ko khabar karo
woh jo qarz rakhtay thay jaan par wo hisaab aaj chuka diya
karo kaj jabeen pe sar-e-kafan, mere qaatilon ko gumaan na ho
ke ghuroor-e-ishq ka baankpan, pas-e-marg hum ne bhula diya
udher ek harf ki kushtni, yahan laakh uzr tha guftni
jo kaha to sun ke urda diya, jo likha to parh ke mita diya
jo rukay to koh-e-garan thay hum, jo chalay to jan se guzar gaye
raah-e-yaar hum ne qadam qadam, tujhe yaadgaar bana diya
Faiz Ahmad Faiz
:-bd fsc me prhi thi ye urdu ki book me abhi tk yad hy ;))
 
Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Na ganwa’o navak-e-neemkash, dil-e-reza reza ganwa diya
jo bache hein sang sameit lo, tan-e-daagh daagh lutaa diya
mere chaaragar ko naveed ho, saf-e-dushmana ko khabar karo
woh jo qarz rakhtay thay jaan par wo hisaab aaj chuka diya
karo kaj jabeen pe sar-e-kafan, mere qaatilon ko gumaan na ho
ke ghuroor-e-ishq ka baankpan, pas-e-marg hum ne bhula diya
udher ek harf ki kushtni, yahan laakh uzr tha guftni
jo kaha to sun ke urda diya, jo likha to parh ke mita diya
jo rukay to koh-e-garan thay hum, jo chalay to jan se guzar gaye
raah-e-yaar hum ne qadam qadam, tujhe yaadgaar bana diya
~Faiz Ahmad Faiz~
Kiya bat hy faiz Sahib ki
 
Top